Dosto Yadi Aap Bhi Blog/Website Banana Chahte Hai To Bahut Aasani Se Bana Sakte Hai. New Blog Kaise Banaye ?
Matched Content Ads Kya Hai ?
Dosto Ek Baat Bata Du Blogging Me Kuch Bhi Naya Karne Se Pahle Uske Baare Me pura Details Se Jaanna Jaruri Hai. Uske Baad Us Topic Par Hame Action Lena Chahiye. Yadi Aap Aisa Nhi Karte Hai To Yadi Kuch Gadbad Ho Gya To Aapke Blog Ka Codding Hai Usme Kuch Prablem Aa Jayega Yaha Tak Ki Google Adsense Ko Bhi Kuch Efect Pad Sakta Hai Jisse Aapke Adsense Account Banned Bhi Hone Ki Sambhawan Hai.
To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki Matched Content Ads Hai? Dosto Jo Blogging Me Purane Ya Fir Jiske Blog Me Jyada Traffic Hai Usko Pata Hota Hai Kyoki Dosto Google Adsense Contains Ads Sabhi Blog Me Add Nhi Kar Sakte Kewal Usi Blog Me Add Kar Sakte Hai jisme Jyada Traffic Ho.
Dosto Matched Content Ads Is Tarh Se Dikhai Deta Hai Jo Aapke Blog Ke Post Jaise Hi Dikhai Deta Hai Aap Niche Ke Image Me Dekh Sakte Hai Aur Hame Comment Me Jarur Bataye Ki Inmse Se Matched Content Kaun Sa Hai.ЁЯСЗ
Google Match Contains Ads Ek Aisa Ads Hai Jisme Aapke Related Post Ke Beech Me Ads Show Hota Hai. Aur Visitor Ko Pata Nhi Chal Pata Hai Ki Ye Ads Hai. Matlb Ki Ek Aisa Ads Jo Aapke Blog Post Se Related Hota Hai. Use Ham Match Contains Kahte Hai.
You Also Read
01.Guest Post Likhne Ke Fayde
02. Blog /Website Ko Delete Kaise Kare ?
03. Blogger Me Blog Bana Lene Ke Baad Kya Kare ?
04.Blogg Me Pageviwes Gadget Add Kaise Kare ?
05. Blog Me Sub Menu Add Kaise Kare ?
Matched Content Ads Add Karne Ke Fayde
Dosto Match Contains Ads Ko Blog Me Har Koi Add Nhi Kar Sakta Hai Kewal Wahi Log Add Kar Sakte Hai Jiske Blog Me Jyada Visiter Hai Jyada Traffic Hai. Dosto Blog Me Match Contains Add Karne Se Aapke Earning Increase Hogi Yani Ki Aapko Jyada Click Milega.
Matched Content Ko Blog Me Ads Kaise Kare ?
Hello Dosto To Chaliye Jaante Hai Ki Ham Blog Me Match Contains Ads Kaise Laga Sakte Hai ? Dosto Niche Diye Gye Step Ko Follow Kre
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Ye Check Kare ki Kya Aapke Blog Me Match Contains Ads Ko Add Karne Ke Liye Eligibility Hai ?
Iske Liye aap Apne Google Adsense Account Me Jake Login Ho Jaiye Fir Ads Unit Par Jaaye
Fir Aapko Waha Pe Sabhi Types Ke Ad Unit Dikh Raha Hoga Unme Se App Matched Content Dikh Rha Hoga Is Tarh Se Use Click Kre.
Fir Us Matched Content Ko Click Karenge To Bilkul Is Tarh Se Ek Window Open Hoga Jisme Aap Kis Kis Website Ya Blog Me Google Adsense Matched Content Ads Ko Laga Sakte Hai Uska List Dikhai Dega. Dosto Aap Is Ads Ko Usi Blog Show Hoga Jo Is Ads Ke Liye Egbility Hai.
Step 03. Ab Dosto Yadi Aapko Koi Blog Eligibility Hai To Process Ko Aage Badhaye.
Matched Content Ko Click Kre Aapke Is Tarh Se Dikhai DegaЁЯСЗ
Yaha Pe Aapko Add Unit Name Me Kuch bhi Name Likh Dena Hai Fir Save And Get Code Par Click Karna Hoga.
You Also Read.
01. Bigrock Domain Name Buy Kaise Kare ?
02.YouTube Se Paise Kse Kamaye ?
03.OneAd Se Paise Kaise Kamaye ?
04.Google Official TEJ Se 9000 RS Kaise Kamaye ?
05.Google opnin Reward Se Paise Kaise Kamaye ?
06.Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye ?
Step 04. Ab aapko Is Tarh Se Dikhai Dega.
Yaha Pe Aap Code Ko Copy Kar Le Fir I’VE Finished Par Click Kar De.
Step 05.Ab Dosto Ads Ko Blog Me Add Karne Ke Liye Aapko Blogger Me Log In Hona Jaldi Se Login Ho Jaiye.
Step 06. Fir Theme Me Click Kare Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Jisme Aapko Edit HTML Par Click Karna Hoga.
Step 07.Fir Waha Pe Aapko Kuch Code Search Karna Hoga Code Search Karne Ke Liye Ctrl + F Dabaye Aur. Fir Related Post Search Kare. Dosto Aapko 3 Related Post Dikhai Dega Unme Se Kisi Ek Par work Karega Aap Bari Bare Related Code Ko Remove Karke Match Content Code Ko Paste Kare, Fir Dosto Aapka Blog Me Matched Contens Show Hone Lagega.
Blog Ke Side Bar Me Matched Content Ads Kaise Lagaye ?
Fir Dosto 20 min Ke Baad Aapke Blog Me Matched Content Ads Show Hone Lagea. To Dosto Ye Post Aapko Kaise Lage Hame Comment Karne Jarur Bataye Aur Ha Dosto Yadi Aapko Koi Bhi Prablem Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye Aur Is Post Ko Share Jarur Kare.
You have given very good information in this article. Which I have liked very much.
your blog is trusted.
I have a blog http://www.finoin.com which gives information about stock market and mutual fund investment.
Please give me a backlink on your website.
https://www.finoin.com/2021/01/Share-market-in-hindi.html
https://www.finoin.com/2021/01/Mutual-funds-in-hindi.html
Thank you …
ok