Ye Bhi Padhe:
- Sub Menu Kya Hai? Blog Me Sub Menu Kaise Laye?
- Blog Me Post Karne Ke Liye Useful Shortcut Key .
- Apne Blog Me Blogger Par Login Kiye Bina Post Publish Kaise Kare?
Dosto Aapko To Pata To Jarur Hoga Ki Ham Apne Blog Ko Delete Kyo Karte Hai? Kuch Reason Aapko Niche Me Bataye Gaye Hai Dhyaan Se Padhe.
- Blog Kharab Dikhne Par
- Blog Copyrite Ho Jaane Par
- Blog Par Google Ad Show Nahi Hone Par
- Demo Blog Banane Par
- Blog Par Kuch Any Problem Aane Par
- Agar Aapka Blog Me Badhiya Visitor Aa Rahe Hai To Use Aap Delete Na Kare Balki Usme Jo Problem Aa Rahe Hai Use Door Kare.
- Bina Reason Ke Kisi Bhi Blog Ko Delete Na Kare
- Blog Me Delete Karne Se Pahle Apne Blog Ka Ek Backup File Jarur Bana Lijiye, Taki Jarurat Padhene Par Aap Usme Post Kiya Huye Data Ko Apne New Blog Par La Sakte Ho.
Step 01. Sabse Pahle Aap Apne Blogger Par Login Ho Jaiye.
Step 02. Setting Par Click Kare.
Step 03. Other Par Click Kare.
Step 04. Delete This Blog Par Click Kare
Dosto Delete This Blog Par Click Karte Hi Aapka Blog Hamesha Ke Liye Delete Ho Jaayega, Fir Kabhi Is Blog Ko Waps Nahi La Sakte Ho Isliye Dosto Delete Karne Se Pahle Blog Ka Content Ka Backup Jarur Kar Lijiye.
Dosto Blog Ko Delete Kaise Karte Hai Iska Main Ek Video Bhi Banaya Hu Ise Aap Jarur Dekhe.
To Dosto Is Prakar Se Aap Apne Blogger Ke Blog Me Delete Kar Sakte Hai.
Dosto Ye Post Apko Kaise Laga Comment Karke Jarur Bataye Taki Isi Tarh Ka Post Apke Liye Hame Share Karte Rahege.
Aap ne blog ko delete krne ke bare me bahut shandar information shere ki h .
Thanks