Blogger Contain Ka Backup Kaise Kare ?

Hello dosto Mera Internet Gyan me aap sabhi ka suwagat hai. Dosto is Post me ham baat karne wale hai ki Blog ka jo saare Contain Post hai use ham backup kaise karte hai.
Dosto aap sabhi ko apne Blog ka Backup file jarur banana chahiye kyoki dosto yadi  maan lo ki aapka blog ko kisi ne hack kar liya. fir aapka sara contain kisi ne deleter kar di to. isiliye dosto aapko apne blog ka contain ka Backup bana ke rakhna chahiye, taki aapke blog contain delete hone ka baad hi aap apne blog post ko waps la sakenge.

How to Backup yout blog contain ?

Dosto har kisi blogger ko apne blog ko bakcup karna chahiye taki aap jarurat padne par aapke bakcup file bahut kaam aayega. dosto yadi aap abhi tak apne blog ka bakcup file nhi banaye hai to jaldi se backup kar ke, blog post ko backup kaise karte hai ? jaanne ke liye niche diye gye step ko step by step follow kare.
Step 01. Sabse pahle aap apne Blogger me log in ho jaiye.
Step 02. Fir aap blogger setting par jaye.

fir Backup your  Contain par click kijiye.
Step 03. Fir aapko kuch is tarh se dikhai de raha hoga.

yaha pe aap download par click karna hoga. fir dosto aapka jitne bhi post hai sabhi ka backup file ban ke taiyar ho jayega is file ko aap sabhi safe folder par move kar le taki jarurat padne par ye kaam aayega.
dosto sabhi bloggers ko apne blog ka backup file banate rahna chahiye. dosto yadi aapko blogger se related kuch bhi sawal puchhni ha to hame niche comment box me comment jarur kare aur ye bhi bataye ki kya aap bhi blog ka bakcup file banate hai ki nhi. dosto hamare facebook page ko like jarur kare sath hi hamare youtube channel ko lik jarur kare.

2 thoughts on “Blogger Contain Ka Backup Kaise Kare ?”

Leave a Comment