Hello Dosto Ham Is Post Me Blog Ya Website Ke Baare Me Thoda Bahut Jaankari Denge Jo Aapke Bahut Kaam Ka Hai.
Dosto Kai Log Website Banane Ke Soch Rahe Honge Aur Bhi Yadi Website Banane Ke Soch Rahe Honge To Is Article Ko Pura Padhe Kyoki Ye Post Aapke Liye Hi Hai.
Dosto Yadi Aap Website Banana Chahte Hai To. Banane Ke Pahle Kuch Baato Ka Dhyan Dena Jaruri Hai. Jiske Baare Me Ham Aapko Jaankari Denge. Dosto Yadi Aap Website Banane Ke Pahle In Baato Ko Dhyaan Denge To Aap Blogging Me Jaldi Succuss Honge.
01. Kis Tarh Ka Website Banaye ?
Dosto Ya Website Banane Se Pahle Jarur Soch Lena Chiye Aap Kis Tarah Ke Website Banane Chahte hai. Jaise Ki Reading Blog, Video Download Site. Computer Me Baare Me Mobile Ke Baare Me, Produce Ke Baare Me, Education Related , Dosto Aap Jiske Baare Me Jaante Hai Usi Type Ka Webstie Banaye. Dosto Aap Education Type Ke Website Bana Rahe Hai Aur Aap Ek Docter Ho To Aapko Helth Se Retated Blog Banana Chahiye. Jisse Aap Jyada Se Jyada Logo Ka Help Kar Sakte Hai. Jab Tak Ki Apke Blog Me Logo Ko Help Nahi Milega To Aapke Blog Me Koi Bhi Nahi Aayega.
02.Website Ka Kya Naam Rakhe?
Dosto Ab Aapne Soch Liye Hai Ki Kis Type Ka Website Banaye Baad Aapko Apne Website Ka Ek Achchhe Naam Sochna Jaruri Hai. Dosto Website Ka Naam Is Tarh Se Banaye Ki Naam Padhte Hi Visitor Ko Ye Samjh Me Aa Jaaye Ki Is Website Me Kya-Kya Contain Hai. Jaise Ki Mera Website Ka Naam Hai – Mera Internet Gyan Jisme Main Logo Ko Internet Ke Baare Me Knowledge Deta Hu. Thik Isi Prakar Se Aap Bhi Aap Bhi Koi Naam Rakhe.
Dosto Naam Rakhte Samy Ye Bhi Dhyan De Ki Is Naam Se Koi Dusra Website To Nahi Bani Hai Yadi Bani Hai To Aap Koi Dusra Naam Soche Jo Nahi Bana Ho New Ho.
Ye Bhi Padhe
02.Blogger Me New Post Kaise Likhe ?
03.Blogger Ke Liye Free Logo Kaha Se Download Kare ?
04.Guest Post Likhne Ke Fayde ?
05. Blogspot Me Blog Banaye Ke Baad Kya Kare ?
03.Website Ka Logo Kaise Rahega ?
Dosto Website Banane Ke Baad Aapko Ek Achchhe Se Logo Banana Hoga Logo Kaise Banate Hai Maine Pichle Post Me Bataya Hai.
Dosto Apka Logo Is Tarh Se Hone Chahiye Ki Koi Bhi Apke Logo Ko Dekhkar Ye Jaan Jaaye Ki Is Website Ke Andar Kya-Kya Jaankari Milegi. Logo Banate Samy Ye Dhyaan De Ki Jo Hamara Logo Hai Wo Copyrite Na Ho Yahi Ki Kisi Dusre Blogger Ka Logo Na Ho. Yadi Aap Dusre Blogger Ka Logo Ka Use Karenge To Adsense Account Active Nahi Hoga Aur Aap Blog Se Paise Bhi Nahi Kama Sakenge.
04. Website Ka Theme Kaise Rahega?
Dosto Website Banane Ke Baad Aapko Apne Blog Me Ek Achchhe Se Theme Upload Karna Hoga. Jitna Achchhe Apne Theme Honge Apne Blog Ko Log Jyada Pasand Karenge. Dosto Theme Blogger Ke Kapde Jaise Hi Hai. Aap Blog Me Free Aur Paid Dono Ka Use Kar Sakte Hai.
Dosto Yadi Aap Paid Theme Ka Use Karna Chahte Hai To Mera Ek Suggest Hai Ki Paid Theme Use Karne Se Pahle Aap Free Them Ka Use Jarur Kare Taki Aapko Knowledge Ho Jaayega Ki Kis Type Ka Theme Achchha Rahta Hai Aur SEO , Mobile Friendly Rahta Hai.
05.Website Me Kya – Kya Menu Rakhe?
Dosto Yadi Aapko Website Me Menu Baar Nahi Hai To Apke Jo Visitor Hai Usko Pareshani Hogi. Kyoki Dosto Apke Visitor Ko Kuch Search Karne Me Post Read Karne Me Pareshani Hogi. Yadi Apne Apne Blog Me Abhi Tak Menu Nahi Lagaye Hai To Jaldi Se Laga Le Hamne Blog Me Menu Kaise Lagate Hai Iske Baare Me Bhi Post Likh Chuke Hai. Dosto Menu Baar Lagane Se Apke Visitor Apne ManPasand Post Tak Pahuch Sakta Hai Aur Read Kar Sakta Hai.
Ye Bhi Padhe
01.Bigrock Domain Name Ko Renew Kaise Kre ?
02.Blog Ko Hamesh Ke Liye Delete Kaise Kare ?
03.Sub Menu Kya Hai Blog Par Menu Kaise Lagaye ?
04.Google Costum Search Engine Blog Me Add Kaise Kre ?
05.Blog Ka Them Change Kaise Kare ?
06.Website Ya Blog Me Kya-Kya Post Kare?
Dosto Ye Visitor Badane Ka Main Rules Hai. Dosto Aap Apne Blog Me Wahi Contain Daale Jo Apne Blog Ke Title Me Likhe. Dosto Ye Na Kare Ki Aap Education Related Blog Banaye Hai Aur Aap Use Helth Related Post Daal Rahe Hai. Isse Dosto Visitor Ye Samjh Nahi Pata Hai Ye Blog Education Related hai Ki Helth Related. Isliye Dosto Aap Wahi Post Daale Jiske Liye Aap Ye blog banaye Hai.
Dosto Kai New Blogger Aise Hote Hai Jo Kisi Dusre Ke Post ko Copy Karke Apne Blog Me Paste Karte Jaate Hai Dosto Yadi Aap Hamare Post Padh Rahe Hai To Aap Bilkul Aisa Na Kare Kyoki Isse Aapko Hi Ghata Hai. Aisa Karne Se Aapka Google Apke Blog Ya Webiste Ko Delete Kar Dega Aur Sath Hi Aapke Adsense Account Ko Bhi Delete Kar Dega. To Dosto Aap Aisa Galti Na Kare.
To Dos Yadi Hamare Post Achchhe Lage To Aage Share Jaur Kare Aur Blog Ya Website Re Related Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment karke Jarur Bataye.