Blog Theme Change karne Par Blog Par kya Effect Padhta Hai ?

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi ka suwagat Hai. Dosto Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai Blogger Ki Dosto Ye Un Sabhi Dosto Ke Liye Hai Jo Dost Blogging karte hai. Dosto Har Blogger Yahi Chahte Hai Ki Unka Jo Blog Hai Wo Sabse Best Dikhe , Dosto Main Bhi Chahta Hu Ki Mera Blog Sabse Best Dikhe. Iske Liye Dosto Ham Blogger hame Blog me Alg Alg Experiment karke Jarur Dekhte Rahte hai Aur Jo Experiment Blogger Ko sabse Achhche Lagte hai Use Theme Ko Apne Blog Me Setup Karte Hai.
Dosto jaise Ki Hamne Apne Blog Me Theme Change kaise karte hai iske baare Me Ham Aap Sabhi Blogger Ko Bata Diye hai. Aap sabhi Blogger bahut Hi Aasani se Apne Blog Ki Theme change Kar Sakte Yadi Aapke Theme Change karne Me koi Bhi Pareshani Aa Rhe Hai to hame Comment Me Jarur bataye. Dosto Hame Pata Hai Aap Abhi Bhi Ane blog Me Theme Related Ek Se Ek Experiment kar Chuke Hai.

What is Effect Of Blogger Theme Change ?

Dosto Ye Baat Aapko Jaanna Bahut Hi Jaruri Hai Ki Yadi Aap jab bhi Theme Ko Change karte Hai To Dosto Aap Apne Blog Theme Ko Change karte hai taki Aapka Blog Theme Sabse Best Dikhe Dosto Kya Aapko Pata hai Ki Aap jab Bhi Theme change karte Hai to Aapke blog me Theme Change Karne Par Kya Effect Padhta Hai. Nhi Na To chaliye Jaante hai Ki Blog THeme change karne par Aapke Blog Me Kya Kya Effect Padtha hai.
  1. Jab Aap Apneb Blog Theme Change karenge To Aapka Blog ka Look change Ho jayega.
  2. Theme Change Karne Par Aapko Apna Blog Logo Ko Bhi Change karna Padh Sakta Hai Kyoki Theme Aur Logo Math Nhi kar Payega.
  3. Aapko Har Munu Baar Ko FIr Se Setup karna Hoga.
  4. Aapka Visitor Thoda Low Ho Jayega Kuch Din Ke Liye Kyoki Suru Me Use Samjh Nhi Aaayega Aapka Theme Fir Baad Me Automatically Visitor Increase Ho Jayega.
  5. Aapka Blog Ki Earning Kam Ho Jayega kyoki Blog Ki Ads Sabhi place Par Ho Nhi Ho Payega Kyoki New Theme par Automatic Ads Show Hone Me Kuch Din Lagta hai Use Sahi Set Hone Me.
  6. Apne Blog Ki All Inportant Link KO Fir Se Setup karna Padega.
To Dosto Ye The Blog Theme Change Karne Ke Nuksan Dosto Kuch Din Tak Aapko blog Me Effect Hoga Fir Dosto Aap us Theme Ki All Error Ko Slow Karte jayega To Aapke New Theme Par Koi Effect Nhi Rahega.
TO Dosto Kaise laga Ye Hame Post aapko hame Comment karke jarur Bataye. Dosto Yadi Aapko Koi Bhi sawal Puchhna hai To hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Puche. Dosto is Posto Ko Aap Share jarur kare. sath hi Yadi Aap Hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Honge To Jaldi Se Like kar Le sath Hi Youtube Channel Ko Like jarur Kare.

Leave a Comment