Blog Post Me Youtube Video Ko Upload Kaise Kare (How to upload youtube videos in a blog post)

Posted by


Agar Aap Bloggers Me Naye Hai Aur App Blog Me Video Upload Karna Chahte Ho Ya Fir Blog Post Me Apne Youtube Video Ko Add Karna Chahte Ho To App Ye Articale Pura Padhe.Video Upload Karne Ke Liye Appke Pass Ek Google Id Hona Chahiye App Google Id Yaha Click Karne Bana Sakte Hai



Dosto App Blog Post Me Apne Video Ko Do Tarike Se Upload Kar Sakte Hai

01. Apne Youtube Channel Video Ko Add Kar
02. Kisi Bhi Video Ke URL Se
 To Dosto App In Do Tariko Se Blog Post Me Video Ko Upload Kar Sakte Ho Niche Me Ise Pure Details Se Diya Gaya Hai.

Yout Also Read :

01. YouTube Monetize Karne Ke New Rule

02.Youtube Video Download Kaise Kare Without Software.

03.YouTube Se Paise Kaise Kamaye  ?

04. YouTube Channel Kya Hai/ YouTube Channel Kaise Banaye ?

05.YouTube Video Me Subscriber Button Kaise Lagate hai ?

04. Blog Post Me YouTube Video Ko Kaise Daale ?Apne Youtube Channel Video Ko Add Kar

Isme App Jo Video Ko Blog Post Me Lana Chahte Ho Wo Apke Youtube Channel Me Hona Jaruri Hai. Nahi Hai To App Upload Kar Sakete Hai.

Step 01. App Jis Post Me Apne Youtube Video Ko Add Karna Chahte Us Post Ko Open Kijiye


Step 02. Blog Post  Ke Tool Baar Me Video Ka Icon Bana Hai Us Par Click Kare.





Step 03.Fir Youtbe Channel Par Click Kijiye Fir Appka Youtube Channel Ka Saare Video Aa Jaayega. Ya Se App Jis Video Ko Select karna Chahte hai Use Select Kar Fir Select Par Click Kijiye. Fir Ye Video Appko Post Me Dikhne Lagega.


Kisi Bhi Video Ko URL Se 

 Yadi App Kisi Dusre Ka Video Ko Apne Blog Me Upload Karna Chahte Hai To App Niche Diye Gaye Tarike Se Youtube Video Ko Apne Blog Me Add Kar Sakte hai
Step To Step Follow Kijiye :

Step 01. Sabse Pahle App Jis Youtube Video Ko Post Me Add Karna Chahte Hai Uska URL Ko Copy Kar Le


Step 02. Ap App Wo Post Ko Open Kijiye Kisme App Youtube Video Ko Add Karna Chahte Hai.Fir HTML Me Click Kijiye.


Step 03. Fir Niche Diye Gaye Code Ko Copy Karke Notpad Me Past Kar Lijiye.


<iframe allowfullscreen=”” frameborder=”0″ height=”270″src=”Past Her Link” width=”480″></iframe>


Step 04. Upar Diye Gaye Code Ko App Jaha Pe Video Ko Add Karna Chahte Hai Waha Pe Past Kar De.


Step 05. Fir App Apne Video Ka Jo Link Copy Kiya Tha Use App “Past Har Link” Ke Jagah Par Replace Kar Dijiye.

 Example:

<iframe allowfullscreen=”” frameborder=”0″ height=”270″src=”https://youtu.be/-SNEvYk5zfk” width=”480″></iframe>



You Also Read.

01.Google Pay Se Paise Kaise Kamaye 9000 Rupees.

02.Google Opnion Se Paise Kaise Kamaye ? 

03. Facebook Account Ko Delete Kaise Kare ?

04.Facebook Page Ke Liye Cover Image Kaise Banaye ?

05.Promocode Kya Hai Promocode Ka Use Kaise Kare ?

 Step 06. Ab Save Par Click Karte Hi Apka Video Add Ho Jayega.
To Dost Is Prakar Se App Apne Blog Me Youtube Ka Video Ko Upload Kar Sakte Hai .

To Dosto Agar Aapko Ye Post Achchhe Lage To Hame Comment Karke Jarur PUche Aur Koi Bhi Sawal Ho To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare.


7 responses

  1. ravi Avatar
  2. Luck City Avatar
  3. Furkhundababy1 Avatar
  4. Tarikul Molla Avatar
  5. Madhav Netam Avatar
  6. Smartwordinfo Avatar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *