Blog Post ko Social Sites par Auto Share Kaise Kare(save your time)

Posted by

Hello Dosto Mera Intenet Gyan Me Aap Sabks Suwagat Hai Dosto Yadi Aao Bhi Mere Tarah Ek Blog Banana Chahte Hai To Bahut Aasani Se Bana Sakte Hai. Blog Kaise Banate Hai ? Iske Baare Me Ham Post Likh Chuke Hai. Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Ki Blog Post Ko Social Sites Par auto Share Kaise Kare.


Whats Is Auto Share ?


Hello Dosto Blog Post Ko Facebook Par Auto Post Karne Se Pahle Hame Auto Share Kya Hai Iske Baare Me Jaanenge Dosto Auto Share Name Se Hi Pata Chal Rha Hai Ki Atomaticaly Share Karne Wala . Dosto Auto Share Me Madad Se Ham Bina Click Kare Kisi Bhi  New Post Ki Social Media Jaise Facebook, Twitter ETC Me Share Kar Sakte Hai.

Blog Post ko Social Sites par Auto Share Kaise Kare?


Dosto Yadi Aap Apne Blog Ki Post Ko Kisi Bhi Social Media Me Share Karna Chahte Hai To Bahut Aasani Se Share Kar Sakte Hai.Dosto Niche Me Kuch Social Media Diya Gya Hai Jisme Aap Blog Post Ko Bahut aasani Se Atou Share Kar Sakte Hai


Blog Post Ko Facebook Par Auto Share Kaise Kare ?

Blog Post Ko Twitter Me Auto Share Kaise Kare ?

Blog Post Ko  Instagram Me Auto Share Kaise kare ?

Blog Post Ko Piniest Me Auto Share Kaise kare ?

Dosto Isi Prakar Se aapke Bahut Saare Social Site Me Share Kar Sakte Hai To Chalo Dosto Start Karte Hai Step Ko Ki Kis Tarh Se Ham auto Share Kar Skate Hai.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Link Par Jaye




Step 02. Fir Usme Register Kar Le Ya Fir Google Account Ya Facebook Account Se Login Ho Jaye

Step 03. Fir Aap My Applets Par Jaye

Step 04. Fir aap New Applets Par Jaye Aur Blogger Wale Option Par Share Kare

Step 05. Fir Aap Blogger To Facebook Page Wale Option Par Jaye Logi Kare Pir Dosto Aapk Jab Bhi New Post Publish Karenge To Wo Aapke Facebook Page par auto Share Kar Di Jayega


Dosto Iska Ek Video Banake Aapko Bahut jald Denge Kyoki Dosto Ye Thoda New Type Ka Hai Isme Read Karke Samjhen Me Prablem Ho Sakte Hai Isliye Ham Iska Ek Video Jarur Banayenge,

Dosto Atou Share Karne Se Aapka Bahut Sara Time Bach Jayega. Dosto aapko Bata Hi Hai Ki Ek post Ko Facebook page Twiter Page Me  Share Karne Me Kitna Time Lagta hai.

To Dosto Ye Post Aapko Kaise Lage hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Bataye Aur Ye bhi Bataye Ki Ye Post Aapko Kaise lage. Dosto  Hamare Facebook Page Ko Like Jarur Kare Aur Sathe Me Hamare Youtube Channel Ko Subscribe Jarur Kare Taki Ham Aapke Liye New Video Dalenge To Aapko Uska Notification jarur Milega.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *