Hello Blogger Dosto Dosto Jaise Ki Aap Sabko Pata Hai Jo New Blogger hai Wo Apne Blog Ko Professor Banane Ke Liye Achchhe – Achchhe Blog Theme Try Karte Rahte Hai.
Dosto Kai Hamare Blogger Dost Jo Blogging Me New Hai Use Starting Me Ye Problem Jarur Aata Hai Ki Them Kaun Sa Lagaye Free Ka Theme Use Kare Ya Feer Paid Theme Use Kare.
Dosto Jab Maine Starting Me Blogging Ki Tab Main bhi Bahut Hi Confused Tha Ki Main Kis Tarh Ka Theme Use Karu Main Free Use Karunga To Mera Blog Achchha Dikhega Ki Nahi Yadi Main Paid Theme Use Karunga To Mera Blog Kaise Dikhega. Dosto Is Tarh Se Me Mind Me Questions Aate The. Sayd Aapko Bhi Isi Tarh Se Questions Aaye Honge.
Dosto Is Article Ko Aap Pura Details Se Padhe Isse Aapka Confusion Door Ho Jaayega.
Dosto Sabse Pahle Aapko Ham Free Theme Aur Paise Theme Ke Baare Me Normal Jaankari Denge Iske Baad Aap Samjh Jaaoge Ki Aapko Kis Tarh Ka Theme Use Karna Chahiye.
You Also Read.
01. Blog Ya Website Banane Se Pahle Ye Baatein Jarur Jaan Le
02. Free Ka Website Kaise Banaye ?
03.Blog Theme Change Kaise Kare ?
04.Blog Me New Post Likhne Ki Puri Jaankari .
05.Blog Ke Liye Free Logo Manker Websites
Free Blog Theme Features
Dosto Waise Aapko Pata Hi Hoga Ki Free Ka Theme Free Hota Hai. Dosto Free Ka Theme Me Bahut Hi Kam Feather Nahi Hote Hai. Jaise Ki aapko Niche Me Bataye Gye Hai.
01.Remove Footer Credits – No
02.One Time Payment – No
03.No Encrypted Scripts – No
04.Lifetime Premium Support – No
05.For Unlimited Domains – No
06.Lifetime Template Updates- No
07.Responsive – Yes
09.Google Testing Tool Validator – Check Here
10.Mobile Friendly – Yes
11.Custom 404 Page – Yes
12.Fast Loading – Yes
13.Minimal – Yes
14.Magazine- Yes
15.Simple
16.Whatsapp Sharing – Yes
17.Seo Friendly – Yes
18.Ads Ready – Yes
19.Clean Layout – Yes
Clear Design – Yes
20.Drop Down Menu – Yes
21.Social Sharing – Yes
22.HTML5 & CSS3 – Yes
23.Browser Compatibili -Yes
Dosto Free Ka Theme Me Jo Important Hai Wo Features Nahi Hote Hai. Free Ke Theme Me 6 Important Features Nahi Hote Hai.
Lekin Dosto Free Ke Theme Me Ek Normal Blogger Ke Liye Thik Hi Hai. Kyoki Ki Normal Blogger Ke Liye Saare Features Available Hota Hai. Dosto Yadi Aap Free Ka Theme Use Karte Hai To Bhi Aapka Blog Best Dikhega.
Dosto Ek Baat Hamesh Yaad Rakhna Chahe Aap Apne Blog Ko Jitna Achchhe Se Customize Kar Le Par. Visitor Tabhi Aayenge Jab Aapko Blog Ka Content Achchhe Rahenge.
Paid Blog Them Features
Dosto Paid Ka Theme Me Wo Saari Features Hote Hai Jisse Ham Apne Theme Ko Jaise – Chahe Customize Kar Sakte Hai Par Dosto Theme Buy Karke Ke Liye Paise Hone Chahiye Jo Ek New Blogger Nahi De Sakte Hai Ek Blog Theme Ki Kimat Lagbhag 700 Se Jyada Milta Hai Jitna Jyada Achchha Theme Rahega Unka Kimat Utna Hi Jyada Rahega.
01.Remove Footer Credits -Yes
02.One Time Payment -Yes
03.No Encrypted Scripts -Yes
04.Lifetime Premium Support -Yes
05.For Unlimited Domains -Yes
06.Lifetime Template Updates-Yes
07.Responsive – Yes
09.Google Testing Tool Validator – Yes
10.Mobile Friendly – Yes
11.Custom 404 Page – Yes
12.Fast Loading – Yes
13.Minimal – Yes
14.Magazine- Yes
15.Simple
16.Whatsapp Sharing – Yes
17.Seo Friendly – Yes
18.Ads Ready – Yes
19.Clean Layout – Yes
Clear Design – Yes
20.Drop Down Menu – Yes
21.Social Sharing – Yes
22.HTML5 & CSS3 – Yes
23.Browser Compatibili -Yes
Dosto Paid Theme Me Saare Features Hote Hai Jiska Hame Jarurat Hai.
Dosto Hame free Aur Paid Theme Ke Baare Me Bata Diye Hai To Chaliye Aage Jaante Hai Ki Hame Kis Theme Ka Use Karna Chahiye.
Ye bhi Padhe.
01. Guest Post Likhne Fayde. Guest Post Kaise Likhe ?
02.Google Play Console Payment Prablem Solutions
03. Blog Ya Website Ko Follow Karne Ke Fayde Aur Nuksaan Kya Hai ?
04.Blog Me Pageviwes Page Gadgets Kaise Lagate Hai ?
05. Blogspot Me Blog Banane Ke Baad Kya Kare ?
Free Ka Theme Use Kare Ki Paid Theme Use Kare ?
Dosto Yadi Aap Ek New Blogger Ho To Main Aapko Yadi Suggest Karunga Ki Aap Free Ka Hi Theme Use Kare. kyoki Dosto Starting Me Aapko Theme Ke Baare Me Knowlege Lena Hai Ki Kaun Sa Theme Apke Blog Ke Liye Best Rahega. Aur Aap Achchhe – Achchhe Theme Ko Use Kare Aur Use Customize Karna Sikhe.
Dosto Jab Tak Aap Theme Ko Costomize Karna Nahi Sikh Jaate Tab Aapko Paid Theme Buy Nahi Karni Hai. Yadi Paid Theme Aapko Free Me Mil Raha Hai To Alg Baat Hai. Par Aap Mere Baatoin Ko Dhyaan Me Jarur Rakhe.
Paid Theme Ka Use Aapko Tab Karna Chahiye Jab Aap Kisi Bhi Blog Theme Ko Achchhe Se Constomize Karna Sikh Gye Ho Ya Fir Aapko Blog Me Earning Start Ho Gya Ho.
To Dosto Aapko To Samjh Me Jarur Aa Gye Honge Ko Aapko Kis Type Ka Theme Use Karna Hai. Dosto Aap Paid Theme Use Karte Ho Ki Free Ka Theme Comment Me Hame Jarur Bataye.
Dosto Blogging Se Related Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Jarur Kijiye. Dosto Yadi Hamare Article Achchhe Lage To Share / Comment Jarur Kare Sath Hi Hamare Facebook Page Aur YouTube Channel Ko Like Kare.
Nice.