Hello Dosto Mera Internet Gyan Aap sabi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai Ki Apne Blog Ki Traffic Kaise Increase Kar Sakte Hai. Dosto Ye New Bloggers Ke Liye Bahut hi Jarur Hai Sath Hi Jo Old Bloggers Hai uske Liye Bhi Bahut Hi Jaruri hai.
Dosto Blogging Ke Starting Me Kya Hota Hai Ki Hamare Blog Par Traffic Nhi Ke Barabar Hota Hai. Fir Dhire Se Traffic Increase Hota Hai Par Utna Traffic Nhi Mil Pata Jitne Hame Traffic Chahiye.
How To Increase Your Blog Traffic ?
Dosto Yadi Aap Apne Blog Ki Traffic Badhana Chahte Hai To Badha sakte But Iske Liye Aapko Karna Hoga Smart Work Tabhi Aapke Blog Par Jyada Se Jyada Earning Hoga Aur Jyada Income Bhi Hoga. Dosto Blogging Me Hota Ye Hai Ki Starting Me Kam Traffic Par Jyada Income Aata Rhta Hai Jabli Jyada Traffic Par Kam Traffic se Bhi Kam Income Mil Jata Hai. Iska Main Reason Hai Theme Aur Smart Work. Isliye Dosto CPC Badhane KE Liye Aapko Smart Work karna Chahiye. To Chaliye Dosto Ham Aapko Kuch Tarike Batate Hai Jiske Madad Se Aapke Blog Ki Traffic Increase Ho Sakte Hai.
01.SEO – Search Engine Optimiise
Dosto Aapke Blog Ki Post Quality Jinte Dhasu Hoga Utne Hi Google Search Engine Me Top Pe Aayega. Dosto Aapko SEO Se Relatated Course Jarur Karna Chahiye Aap Aaj Kal Iska Course Free Me Mil Jata Hai Youtube Me.
02. Blog Ki Theme Look
Dosto Har Visiter Blog Ki Theme Ko Dekh Ke Hi Aapke Blog Par Dobara Visit Karega Ye Bat Aapko Achchhe Se pata Hona Isliye Dosto Aapko Apne Blog Theme Ko Special Set Kare Jo Sabse Best Dikhe.
03. Current Post – Latest Knowlege
Dosto Aap Yadi Apne Blog Me Jo Currently Chal Rha Hai Uske Baare Me Jyada Jaankari Likhene To Aapko Jyada Visiter Milega. Dosto Jaise Ki Abhi Ke date Me Noval Corona Viral Hai Dunika TO Aap Corona se Related Post Likhenge Ko Aapke Blog Me Itna Saare Visitor Aayenge Ki Aap Dekhte Rah Jayenge. Isliye Dosto Aapko Ye Dhayn Me Rakhna hai ki Aapko Currnet ka Jaankari Apne Blogg Me Jyada Likhna hai Jo New hai.
04. Comment Replay In True Time – All Questions Ka Answer
Dosto Yadi Aapke Blog Me Ko Bhi Visiter Kuch Bhi Comment Karta Hai Ya Fir Aapke Kuch Sawal Puchhta Hai To Aap unka Answer Turant De. Taki Wah Visitor Aapke Blog Par Dobara Ayega Aur Aapse Dobara Sawal Puchhega.
05. Promot Your Blog
Dosto Aap Apne Blog Me Traffic Increase karna Hai To Aapko Apne Blog Ko Jyada Se Jyada Promot Karne Ki Koshis Kare Smart Tarike Se. Aap Facebook Page, Youtube Channel ETC Ko Le Sakte hai.
06. Post Share – Any Social Media
Dosto Aap Apne post Ko Jitne Bhi Social Media Hai Sabhi Me Ek Page banaye Usme Share jarur kare Taki Aapka Visitor Badhe. Dosto Jab bhi Aap Post Likhte hai To Last Me Aap Apne Visiter Ko Post Ko Share Karne Ko Jarur kahe.
07. Search Enging Me Apne Blog Ko Add kare
Dosto Kai Baar Kya Hota hai Ki Aapka Blog Jo hai Search Engine Me Nhi Aata Hai To Aap Iske Liye Apne Blog Ko Abhi Search Engine Me Add Jarur Kare iske Baare Me Hamen Post Likh Chuke hai Aap Chahte To Pichhle Post Dekh sakte Hai.
08. Daily Write Article
Dosto Aapko Apne Blog Me har Din Artical Likhna Chahiye Taki Visitor Ko Lagega Ki Yah Blog Active hai. Aur hamare Pura Help karega Isliye Aapko Har Din New New Jaankari Apne Blog Me Post karna Chahfiye.
09 Help For Visiter
Dosto Yadi Aapka Visitor Koi Bhi Technical Help Maangta hai To Aap uski Madad Jarur Kare Aur Usse Anusar Post Bhi Likhe Ki Wo Visitor Kis Tipe Ka Artical Padhana Chahte Hai. Kyoki Kai Visitor Comment Bhi Karnta hai Ki Mujhe Falana Type Ka Post Chahiye.
10. Add Best Search Key Word
Dosto Jab Aap Post Likhte Hai To Aapko Pata Hona Chahiye Ki Us Post Ko Visiter Google Me Kis Type Ke Keyword Se Search Karega Aap Us Key Word Ko Post Post Me Add jarur kare Taki Us Key Word Ko Search krega To Google Me Top Par Aayega.
To Dosto Ye Kuch Aapko 10 Tarike Bataye Jo Jo Aapke Liye Bahut Hi jaruri hai Dosto yadi Aap in Tariko Ka use karte hai To pakka Apke Blog Me Visitor Increase jarur Hoga.
To Dosto Hamare Ye Post Aapko kaise lga hame Comment me jarur Bataye Sath Me Dosto Koi Bhi sawal Ho To hame Niche Comment Box Me Comment jarur Kare. Dosto hamre Post Ko Ek Share jarur Kare. Yadi Aapne Facebookp Page Ko like Nhi Kiye Honge To Please Like jarur kre.
Bahut acha hai
Thanks
Thanks