Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Dosto Ka Bahut Bahut Suwagat Hai Dosto Is Baar Main Fir Se Blogger Ke Liye Ek Topic Likh Raha Hu Jo Un Sabhi Blogger Ke Liye Bahut Hi Importan Hai.
Dosto Jo New Blogger Hote Hai Wo Jyada Yahi Galti Karte Hai Ki Wo Apne Blog Me Ek Badhiya Sa Image Nahi Laga Pate Ha Ya Fir Apne Blog Me Ek Badhiya La Blog Logo Ya Fir Blog Icon Nahi Laga Sakte Hai.
You Also Read.
01. New Blog Free Me Kaise Banaye ?
02. Blog Me Free Theme Use Kare Ki Paid Theme ?
03. Blog Banane Se Pahle Ye Baatein Jarur Jaane .
04.Blog Ke Liye Free Logo Manker Websites
05.Blogspot Me Blog Banane Ke Baad Kya Kare ?
Dosto Aap Apko Pata Hi Hoga Ki Aapke Blog Me jitne Jyada Sundar Image dalenge Aur Use Sajayenge To Aapke Blog Ko Bahut Se Visitor Like Karenge Aur Aapke Blog Me Dobara Jarur Aayenge.
To Dosto Aap Ki Baat Karenge Ki Blog Image / Icon / Banner / Logo Ki Jo Aapke Blog Me Use Hota Hai.
Dosto Yadi Aapko Coredraw Use Karna Nhi Aata Hai To Aap Ek Aap Ki Madad Se Apne Blog Ke Liye Ek Badhiya Sa Image/Logo/Icon Chahe Blog Post Ke Liye Ek Image Bana Sakte hai.
Bloggger Ke Liye Logo/Image/ Kaise Banaye?
Hello Dosto Aaj Ham Aapko Batayenge Ki Aapko Apne Blog Ke Liye Kis Types Ka Image . Logo / Banner/ Post Image / ICon Create karna Chahiye.
Blog Ke Liye Ye Sab Aapko Niche Diye Gye Rule Ke Anusar Banana Chahiye.
01. Aapka Blog Ka Logo Apne Blog Name Se Milta Julta Rahana Chahiye.
02. Aapka Blog Logo Aisa Hona Chahiye Ki Logo Dekh Ko Koi Bhi Visitor Jan Jaye Ki Is Blog Me Kya Aur Kiske Baare Me post Likha hai
03. Aap Blog Ke Liye Jo Bhi Image Banayenge Wo Blog Ke Theme Colour Ke Sath Match Karna Chahiye.
04.Jab Aap Blog Post Ke Liye Image Banate Hai To Image Is Tarh Se Banao Ki Post Ke Andar Kya Likha Hai Wo Image Dekh Ke Hi Jan Jaye.
05. Aap blog Ke Liye Koi Bhi Image Banaye But Yaad Rakhna Ki Image Ki Size Jyada Nhi Hona Chahiye Kyoki Yadi Aapka Image Ki Size Jyda Hogi 1 mb 2 mb to blog page ko load hone me time lagega apka site bahul hi slow ho jayeg.
To Dosto Upar Diye Gaye Kuch Baato Ko Dhyan Me Rakhkar Aapko Apne Blog Ke Liye Image Banani Chahiye.
You Also Read.
01. Blog Ya Website Banane Se Pahle Ye Baatein Jarur Jaan Le
02. Free Ka Website Kaise Banaye ?
03.Blog Theme Change Kaise Kare ?
04.Blog Me New Post Likhne Ki Puri Jaankari .
05.Blog Ke Liye Free Logo Manker Websites
Blog Ke Liye Image Kisme Banaye ?
To Dosto Yadi Aap Bhi Blogger Hai Aur Image Banana Chahte Hai Blog Ke Liye TO Aapko Bahut Sare Softwar Mil Jayega. Par Dosto Softwar Ko Operate Karna Kisi Ko Aata Hai To Kisi Ko Nhi Aata Hai.
Jaise Ki Coredraw Photoshop Iska Bhi Use Kar Sakte hai Ye Bahut Hi Havy Softwar hai. Main Photoshop Ka Use Karta ha
Lekin Jab Main Mobile Me Blogging Karta Hu TO Pixle Lap Ki Use Karta Hu Aur Laoptop Ka Use Karta Hu TO Photoshop Ka uSe Karta Hu.
Mobile Ke Liye Pixel Lap Bahut Badhiya App Hai Jisme Aap 3 D Image Bana Sakte Hai.
TO Dosto Yadi Aapko Hamare Ye Chhota Sa Post Pasand Aaye TO Ek Share Jarur Kijiye Aur Koi Bhi Sawal Ho To Hame Niche COmment Box Me Comment Jarur Kare. Aur Ha Dosto yadi aap Bhi Blogging Karte hai TO Hame Comment Karke Jarur Bataye Ki Aap Image banaye Ke Liye Kaun Ka App Use Karte hai.