,

Backlink Kya Hai ? Apne Blog/Website Ki Backlink Cheack Kaise Kare ?

Posted by

 Hello Dosto Mera Interet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Ki Backlinks Kya Hai ? Aur Apne Blog Ka Backlink Kaise Cheak Karte Hai. Dosto Yadi Aap bhi Ek Blog Banana Chahte Hai To Bana Sakte Hai ? Blog Kaise Banaye ? 

What Is Backlink ?

Dosto Backlink Ek Aisa Backlink Hota Hai Jo Dusre Website Se Aapke Website Me Jane Ka Rashta Hoga Hai. Jab ek Webpage ka Link Dusre Webpage Ke Link Ke Sath Juda Hota Hai To Use Backlink Kahte Hai. Dosto Jab Aap Apne Website Ki Link Dusre Website me dete hai Aur us website ki visiter Apke Link Ko Dekhkar Apne website me Aate hai jisse Aapke Blog ki traffic Increase Hota Hai Jise Ham Backlink Kahte hai.

How To Cheack Backlink In Your Blog ?

Dosto Yadi Aap apne Blog Ya Website Ki Backlink Ko check Karna Chahe Hai to Bahut Hi Aasani Se Kar Sakte hai. Dosto Back Link Cheack karne se Aapko Ye pata chal Jayega Ki Aapke Blog Me Kitne Backlink Hai Aur Kis Kis Blog Se Kitna Kitna Traffic Aapke Blog Me Aa Rha Hai. To Caliye Dosto Jaante Hai Ki Blog Ki Backlink Kaise Dekha Jata Hai. hame step By Step follow Kijiye.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap niche Diye gye Link par Jaye.

Check Your Blog Backlinks

Step 02. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

 

Yaha Pe Aap Ape Blog/website ka URL Address Daale

Step 03. Fir Aap Checkbacklins Par Click Kar De.

Step 04. Fir Dosto Aapke Samne Me Kuch Is Tarh se Dikhai dega

Dosto Isme Aapko Sare Backlins Dikhai Denge Aur Kis Kis Blog Se Kitna traffic AA rhe Hai Ye Bhi Aapko Detaisl Se bata Dega.

Dosto Dosto Is Tarike Se Ham Apne Blog Ya Website ki Traffic Check Kar Sakte hai.

Dosto Ye Post Aapko Kaise Lage hame comment Karke jaru Bataye. Dosto Yadi Aapko Blog Se Related Kuch Bhi Jankari Chahiye To Aap Hame niche comment Box Karke Bindas Puchh sakte Hai.

Dosto Yadi Aapne Abhi Tak Hamara Facebook page Like Nhi Kiye hai To Please Jaldi Se Kar Le.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *