Hello Dosto Aaj Ham Baat Karenge Axis Demat Account Ke Baare Me Dosto Yadi Aap Demat Account Me Investment Karenge To Aap Ghar Baithe Karodo Kama Sakte Ho. Dosto Ham Demat Account Ke Baare Me Aapko Jald Hi Saara Information Denge.
To Dosto Yadi Aapne Bahut Pahle Asix Direct Ka Account Open Kiye The Aur Apne Uska User Id Forget Kar Chuke Hai TO Koi Baat Nahi Dosto Ham Aapko Axis Demat Account Ko Reset Kaise Karte Hai Batayenge.
Dosto Axis Demat Account Ka User ID Ko Reset Karne Ke Liye Aapke Pass Kuch Jaruri Requirement Hona Jaruri Hai.
01. Bank Register Email ID
02.Bank Register Mobile Number
03. Date Of Birth
04.Resisted PAN Number
Dosto Ye 4th Requirement Aapke Passs Hona Chahiye. Jo Aapne Demat Account Me Register Karte Samy Diya Tha Wahi Wala Pata Hona Chahiye.
How To Reset Demat Account User ID
To Dosto Reset Karne Ke Liye Nichte Diye Gaye Step Ko Step By Step Follow Kijiye.
Step 01. Sabse Pahle Niche Diye Gaye Axis Demat Login Portal Par Login Ho Jaaiye.
Step 02. Uske Baad Login Par Click Kare.
Step 03. Fir Aapko User Id Ke Just Down Me Forget User ID Likha Hoga Usme Click Kare.
Step 04. Fir Aapko Is Tarah Dikhai Dega Jisme Aapko
Isme Aapko First Me Choose Your Option Par Click Kare Fir Second Me Retrieve Your Username Through Email Par Click Kare.
Step 05. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega Jisme Aapko
Jisme Aapko Apa Registered Email Id, PAN Card Aur Diye Gaye Captcha Code Ko Daalne Honge.
2
Fir Proceed Par Click kar De.
Note:- Aapne Demat Account Khulwate Samay Jis Email ID, PAN Number Aur Mobile Diye The Wahi Daale Usme OTP Aayega. Jisko aapko Dalna Hoga.
Aapne Bahut Badhiya Jaankari Diya Hai Thanks
Thanks Yaar & Welcome
MAst
Thanks Vaishanav Ji