Axis Bank Current Account Ka Daily Transaction Limit Kaise Kam Ya Fir Jyada Kare

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Axis Bank Se Related Kuch Use Full Jaankari Dene Wale Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batayenge Ki Axis Account Ki Daily Transaction Limit Ko Kaise Kam Ya Jyada Kar Sakte Hai.

Dosto Yadi Aap Axis Bank Use Karte Hai To Kash Ye Aapke Liye Hi Hai. Dosto  Axis Bank Ke Baare Me Aapko Bata Hi Hai Ki Ye Bank Badi Bank Hai Aur Charges Bahut Leti Hai. Dosto Bank To Service Bahut Achchhi Deti Hai Magar Service Ke Anusar Charge Bahut Leti Hai Yadi Aap Account Maintenance Nhi Kar Paye To. To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki Kis Tarike Se Aap Daily Transaction Limit Apne Anusar Set Kar Sakte hai.

How To Daily Limit Transaction Set Axis Bank ? 

 Dosto Aapke Pass Internet Bank Ya Fir Mobile Banking Hone Chahiye Tabhi Aap Change Kar Sakte hai. To Dosto Chaliye Start karte Hai. Yadi Aapke Pass Net Banking Nhi Hai To ATM Card Ke Madat Se Bhi Login Ho Sakte hai Aur Registerd Bhi.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Axis Bank App Open Kijiye. Fir Aap Usme Login Ho Jayiye Dosto Yadi Aapke Pass Nhi Hai To Play Stor Se Downlod Kar Le.

Step 02.Axis app open kare


Fir Aapko Uper Me three dot Dikhai De Rha Hoga Kuch Is Tarh Se


Sterp 03. Apko is tarh se dikhai degaFir Aap Setting Par Jaye.


Step 04. Fir Aap odify Transaction Limit Par Jaye Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment