Auto Blogging Par Kaun Sa Ads Lagaye Google Ads / Citika / Short link/Popup ?

 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me ham Baat karne Wale Hai Auto Blogging Ke Baare Me Dosto jaise Ki Aapko Maloom Jarur hoga Auto Blogging Kya hai ? Auto Blogging Ke Baare Me Ham Aapko Pahle Bhi Bata CHuke hai. Yadi Aapko Atuo Blogging Se Baare Me Aur Adhik Jaankari Chaliye To Aap Hamare Pichhle Post Jarur Padhe.

Auto Blogging Par Kaun Sa Ads Lagaye ?

Dosto Yadi Hamare Pass jyada Time Nhi Rahta Hai Post Likhne Ke liye To Ham Auto Blogging ka Use Bhi Kar Sakte Hai. Par Isse kya Rhata hai Ki Hamare Jo Content Rahta Hai Wo Copy Rahta Hai Isliye Aapke Blog Me Copywriter Aa Sakta hai. Aur Aapke blog Ko Kabhi bhi Block Kiya Ja Sakte hai.

Dosto Ham Baar Karne Wale Hai Ki Yadi Autobologing Kar Rhe Hai To Hame Kaun Sa Ads Lagana Chahiye Apne Blog Par.

Dosto Ham Aapko Bata De ki Sabse jyada Paise Dene Wale Ads Hai Google Ads Lekin Aap Google Ads Ko Auto Blogging Blog Par Nhi Laga Sakte Kyoki Dosto Google Copywirnte Blog Ko Ads Allow Nhi Karte Hai. Isliye Aapko Dusre Adsa Lagana Hoga To Chaliye Jaante Hai.

Dosto Aap Auto Blogging Par Do Tarike Se Ads Laga Sakte Hai.

  1. Download Site 
  2. News/ Blog Site

Dosto Yadi Aap Downloading Site ka Auto Blogging karte Hai To Aapko Short Link Ads ka Use karna Chaliye isse Kya Hoga Hai Ki Visiter jab bhi Aapke Website Se Data Download Karega To Ads Show Hoga Fir Data Download Hoga. Isse Ki Aaapke earning Hogi

Dosto Yadi Aap News Ya blog Wirte karte Hai To Aapko Popup Ya Fir Citika Ads Laga Sakte Hai Dosto Main TO Aapko Citika Ads Ka Reacoment Dunka  Kyoki Dosto Popup Windows Ko log pasand Nhi Karte hai. Aur Citika Same Google Ads Ki Tarh Dikhai Deta Hai.

To Dosto Ab Aap Samjh Hi Gye hai Ki Aapko kis Tarh Ka Ads Lagana Chahiye. Dosto Yadi Aapko Blogging Se Related Kuch Bhi Sawal Puchhni Hai TO Aap hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare. Dosto Yadi aap Abhi Tak Hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Hai To Please Ek Like Jarur kare De.

Leave a Comment