Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Blogging Se Related Jaankari Dene Wale Hai. Dosto Aapne Auto Blogging Ke Baare Me Jaante Hi Honge Iske Baare Me Ham Aur Bhi Post Publish Kar Chuke Hai. TO Dosto Ham Baat Karne Wale Hai Auto Blogging Kya Hai Aur Ye Kaise Work Karta Hai ?
Auto Blogging Kya Hai ?
What is auto Blogging ? Dosto Auto Blogging Kya Hai Iske Baare Me Aap bhi Jaante Hai. Dosto Auto Blogging Ek Aisa Blogging Hai Jisme Hame Apne Blog Me Koi Bhi Post Write Karne Ki Jarurat Nhi Hoti Hai. Aapke Blog Me Automatic Post Publish Hote Rahte Hai use Auto Blogging Kahte Hai.
Dosto Yadi Aap bhi Auto Blogging Karna Chahte Hai to Sabse Pahle Ye jaan Le Ki Kya Auto Blogging Se Earning Hoti Hai Ki Nhi ? Iske Baare Me Janne Ke Liye Aap Apna Pichhle Post read Kare.
How To Work Auto Blogging ?
Dosto Auto Blogging Kaise Work Karta Hai ? Ye Aapko Jaanna Bahut Hi Jaruri Hai. Fir Aap Yadi auto Blogging Karna Chahte hai to Kar Sakte hai. To Chaliye Dosto jante hai Ki Auto Blogging Kaise Karte Hai ?
Dosto Auto Blogging karne Ke Liye Aapke Pass Ek blog Hona Chahiye. Fir Aapko IFTTT Me Jake Registered Karna Hoga Fir Jis Website ka Post Aap Apne Blog Me Lana Chahte Hai Uska RSS Feed Link IFTTT Me Add Kar De Fir Dosto Jo Bhi Us Website me Contain Aayega WO Aapke Blog me Automaticaly Publish Hote Jayega.
Auto Blogging Kaise kare ?
Dosto Yadi Aap Bhi Auto Blogging Karna Karne Ka Soch Rhe Hai To Aap Bahut Hi Aasani Se Auto Blogging Kar Sakte Hai. Dosto Log Jyadatar News Blog Ki Hi AutoB Blogging Jyada Karte Hai. Kyoki Dosto News Website Ki RSS Feed Link Jaldi Mil Jaati Hai Jabki baki Type Ki Website Ki RSS Feed Link Mushkil Se Milta Hai. To Dosto Ham Aapko Batayenge Ki Aap Bhi Auto Blogging Kaise Setup Kar Sakte hai. Apne Blog Me.
Dosto Auto Blog Karne Se pahle Aapko Kuch Chijo Ki Jarurat Padegi Jiske Baare Me Ham Aapke Bataye.
- Blog
- IFTTT
- RSS Feed Link
To Dosto Auto Blogging ke Liye Ye Teeno Aapko Jarurat Padegi. Dosto Blog To Aapke Pass Pahle Se Hi Hoga Yadi Nhi hai To Aap Hamare Pichhle Post Ko Jarur padhe Aur New Blog Kaise banate hai Sikh Le.
IFTTT Dosto Ek Aisi Flatfrom Hai Jisske Madad Se Ham Kisi Bhi Website Ki RSS Feed Link Ke Madad Se uske Sabhi New Post Ko Apne Blog me Publish Kar Sakte hai.
RSS Feed Link Ke Baare Me Aap Jarur Jaante Honge Dosto RSS Feed Link Ek Aisi Link Hai Jis Link Ko Ham Add Karke Uski Post Ko Apne blog Me Publish Kar Sakte hai.
To Dosto Ab Aap Jaan Hi Liye Hai Ki Aapko Auto Blogging karne Ke Liye Kya Kya Chijo Ki Jarurat hoga. To Chaliye Dosto Ab ham Start karte Hai Auto Blogging Ko Kaise Setup Karte hai ?
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Link Se IFTT App Download Kare.
Step 02. Fir Dosto Aapka Jis Gmail Id Se Blog Bana Hai Us Gmail Id Se IFTTT Me Login Ho Jaiye.
Step 03. Fir Dosto Apko Ek RSS Feed Link Ki Jarurat Hogi Dosto Aap Apne Anusar Google Par Search Karke Add Kar Sakte Hai Ya Fir Niche Me Kuch RSS Feed Link De Rhe Hai Jiska Use bhi Aap Kar Sakte Hai.
Blog Post Type |
RSS Feed Link |
Uttar Pradesh | https://www.bhaskar.com/rss-feed/2052/ |
National | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1061/ |
International | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1125/ |
Career | https://www.bhaskar.com/rss-feed/11945/ |
Sports | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1053/ |
Jeevan Mantra | https://www.bhaskar.com/rss-feed/3379/ |
Tech & Auto | https://www.bhaskar.com/rss-feed/5707/ |
Utility | https://www.bhaskar.com/rss-feed/11616/ |
Auto | https://www.bhaskar.com/rss-feed/10711/ |
Business | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1051/ |
Women | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1532/ |
Happy Life | https://www.bhaskar.com/rss-feed/7911/ |
Madhya Pradesh | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1739/ |
Uttar Pradesh | https://www.bhaskar.com/rss-feed/2052/ |
Haryana | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1742/ |
Bihar | https://www.bhaskar.com/rss-feed/3679/ |
Rajasthan | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1740/ |
Chhattisgarh | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1741/ |
Jharkhand | https://www.bhaskar.com/rss-feed/3682/ |
Delhi | https://www.bhaskar.com/rss-feed/7140/ |
Punjab | https://www.bhaskar.com/rss-feed/1743/ |
Chandigarh | https://www.bhaskar.com/rss-feed/11649/ |
Himachal | https://www.bhaskar.com/rss-feed/12084/ |
To Dosto Yadi Uper Diye Gye Type Ke Aapko Post Apne Blog Me Publish Karna Chahte Hai To Is RSS Link Ko Use Jarur karke Dekhe. Dosto Ham Aapko Bata De ki Ye Upar Diye Gye RSS Feed Link News Wala Hai Dosto Yadi Aapko Kuch Dusra Rss Feed Link Chahiye To Hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Bataye.
Step 04. Fir Dosto Aap Apne Mobile ka IFTTT App Ko open kare.
Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
bahut hi badhiya jankari aapne hum sabhi ke sath share kiya hai. aise hi useful informations ke bare me likhte rahiye. thanks share krne ke liye
INDIAN STUDENT HELP
Thanks Rohit Ji