Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham aapko Kuch Aisi Baate Batane Ja Rhe Hai Jisse apko Hairani Hogi. Dosto Aapke Liye Is Post Me Ham aapko Kuch Important Jaankari Dene Wale Hai Jo aapke Liye Bahut Hi Usefull Hoga.
Dosto Aapke Pass Chahe Jitne Se Jitne Jyada Ram Wala Android Mobile Phone Kharid Lo Lekin Wo Android Mobile Ek Din Slow Ya Hang Ho Hi Jata Hai Jabki Apple Ka Phone Me Kam RAM Hone Ke Bawjud Bhi Wo Bahut Fast Chalta Hai Aur Hang Kabhi Nhi Hota Aur apple Ka Phone Kabhi Slow Nhi Hota Aisa Kyo Kya Aapko Pata Hai Nhi Na To Chaliye Dosto Isi Ke Baare Me Ham Aapko Batayenge.
Ye Bhi Padhe.
01. Whatsapp Account Delete Kaise Kare ?
02.Send Kiya Huwa Whatsapp SMS Ko Delete Kaise Kare ?
03.Whatsapp Account Kaise Banaye ?
04.Facebook Account Kaise banaye ?
05.Facebook Par Mximum Kitne friends Bana Sakte hai ?
Android Phone Slow Ho Jata Hai Jabki Apple Phone Nhi Kyo ?
Dosto Is Baat Ko Samjhne Se Pahle Ham Aapko Kuch Aur Samjhayenge Fir Aap Is Sawal Ko Bahut Hi Aasani Se Samjh Jayenge.
Dosto Maan Lijiye Ki Aapke Pass Pani Ki 2 Moter Hai Aur Dono Same HP Power Ki Hai.
Aapke Ek Moter Me El Pipe Lagake Use On Kar Di Hai Aur Dusri Moter Me Kuch Jugad Karke 10 Pipe Laga Diye Hai
Ab Dosto Ek Mera Sawal Ka Jawab Do Ki Dono Moter Me Se Pahla Moter Me jyada Pani Aayega Ki Dusra Moter Ke Pipe Se jyada Pani Aayega. Niche Comment Box Me Jarur Bataye.
Dosto Sidhi Si Baat Hai Jis Moter Me 1 Hi Pipe Hai Usme jyada Pani Aayega Aur Jis Moter Me Jyada Pipe Hoga Usme Kam Pani Aayega.
Dosto Is Baat Ko Aap Niche Image Me Dekh Ke Samjh Sakte Hai –
Quora |
Dosto Same Yahi Baat Android Aur Apple Me Hota Hai. Android Mobile Me Har Application Me Deta Transfer Ke Liye Khud Ka Connection (pipe) Use Karti Hai Yani Ki Ek Hi Time Me Kai Application Ek Sath Background Me Run Hoti Rahti Hai.
Iske Viprit Apple Phone Ke Operating System Me Deta Transfer Ke Liye Ek Hi Connection Ka Use Hota Hai. Deta Transmition Ke Time Ek Ke Baad Ek Tarike Se All Application Bari Bari Se Deta Access Karta Hai. Yani Ki Background Me Ke Ek Hi App Run Karte Rahta Hai. Jisse Apple Ka Kam RAM Use Hota Hai.
Ye bhi Padhe.
01. Facebook Friends Ko Hide kaise Kare Dusre Se ?
02.Twitter Account Me Apna Photo Update Kaise Kare ?
02.Facebook Account Delete Kaise Kare ?
03.Facebook Page Ke Liye Cover Photo Kaise banaye ?
04.Facebook Friends Ko Unfriends Kaise Kare ?
05. Modern Mobile Hit Kyo Hote Hai ?
Ab App Mobile Ko Moter Aur In Connection Pipe Ko Samjhkar Aasani Se Samjh Sakte Hai Ki Kaun Sa Mobile Sabse Fast Chalega.
Dosto Aapko Pata Hai Android Mobile Me Har Application Alg Alg Rup Se Operate Hota Hai Jisse Android Mobile Me Jyaa RAM Use Hota Hai
Quora |
Dosto Apple Ke OS Me Har Application Ek sicvence (श्रृंखला) Me Deta Transfer hota Hai Jise Ham Deta Piping Bhi Kah Sakte Hai. To Ek Samy Me Kewal Ek Hi App Run Hoti Hai Aur Us Samy Baki App Wait Mode Me Hoti Hai Is Karn Apple Me Ram Bahut Jyada Kam Lagti Hai.
To Dosto Ab Aap Samjh Hi Chuke Honge Ki Aapple Mobile Me Kam Ram Hone Ke Bawjud Bhi Fast Chalta Hai Jabke Android Mobile Me Jyada Ram Hone Ke Bawjud Bhi Slow Ho Jata Hai.
Dosto Yadi Aapko Isse Related Kuch Bhi Sawal Puchni Ho To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur kare. Dosto Hamare Post Yadi Aapko Achchhe Lage To Hamare Post Ko Share Jarur Kare Aur Ha Dost Sath Hi Hamare Facebook Page Ko Like Jarur kare.
Hello
Such a great and informative article.
Thanks for sharing
Thanks
इस टिप्पणी को लेखक द्वारा हटा दिया गया है.
Nice
thanks