Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main BSC Ka Students Hu. Dosto Ham Is Blog Me Computer, Internet, Mobile ETC Knowledge Ke Baare Me Aap Logo Ko Jaankari Dete Rahte Hai.
To Dosto Aaj Ham Is Post Me Batane Wale Hai Ki Kisi Bhi Android Mobile Ke Madad Se Computer Me Internet Kaise Access Karte Hai.
Dosto Kai Village Me Internet Connection Nahi Hote Hai Jiske Karn Use Internet Ka Use Nahi Kar Pata Aur Bahut Saare Technical Knowledge Ke Baare Me Jaankari Hasil Bhi Nahi Kar Sakte. Dosto Kai Log Internet Chalane Ke Liye Dongle Buy Kar Ka Sochte Hai Par Dosto Aap Bina Dongle Ke Bhi Internet Access kar Sakte Hai.
To Chaliye Dosto Ham Aapke Liye Ek Trick Laye Jisse Aap Apne Mobile Ke Jariye Computer Me Connect Kar Internet Chala Sakte Hai.
You Also Read:
02.GST ID Ko Cancal kaise Kare?
03.Kisi Bhi Song Ka Size Kam Kaise Kare?
04.Pen Drive Ko Bootable Kaise Banate hai?
05.Computer Me Whatsapp Kaise Chalaye?
Android Mobile Se Computer Me Internet Access Karna.
Dosto Yadi Aap Computer Me Internet Mobile Ke Madad Se Chalana Chahte Hai To Apke Pass Kuch Important Chijo Ki Jarurat Padti Hai Jo Ki Aapke Pass Pahle Se hi Uplabdh hai. Dosto Yadi
- USB Cable
- Internet Pack
- Android Mobile
Dosto Ye Sare Chije Aapke Pass pahle Se hi Available Hote Hai. USB Cable Ke Jagh pe Aap Normal Charging Cable Bhi Laga Sakte Ho.
Step 01. Sabse Pahle Aap Apne Charging/USB Cable Ko CPU Me Connect Kijiye.
Step 02. Fir Cable ko Apne Mobile Me Lagaiye. Jisse Aapka Mobile Charging hone lagega Aur Notification Me Likh Hoga Connect USB Cable.
Step 03. Fir Aap Apne Mobile Ka DATA On Kar De.
Step 04. Ab Aap Apne Mobile Setting Me Jaaye Aur More Par Click Kijiye.
Step 05. Fir Aapke Samne USB Tethering Dikhai Dega Ise Aap ON Kar De.
Fir Kuch Der Baad Dosto Aapke Computer Me Internet Access ho jaayega Aur Aap Apne Computer Me Internet Ka Aandad Le Sakenge. Dosto Yadi Aapko Internet Access Karne Me Koi bhi Pareshani Ho To Comment Jarur Kijiye.
You Also Read
01.Computer Me Android Game Kaise Chalaye?
02.Computer Ke Kisi Bhi File Ko Hide/Unhide Kaise kare?
03.Kisi Bhi Image Ko PDF Me Convert Kaise Kare?
04.Ghar Baithe Computer Me Fast Typing Kaise Sikhe?
05.Comuter Ya Laptop Me Password Kaise Lagaye?
Dosto Hamara Ye Post Achchha Lage To Apne Dosto Ko Share Jarur Kare Aur Ha Dosto Ek Pyara Sa Comment Bhi Kariye.