Android Mobile Se Blogging Kaise Kare ? No PC No Loptop

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Mera Name Madhav Netam Hai Aur Main Blogging Karta Hu. Dosto Ham Aaj Ek Tapic Ke Baare Me Baat Karne Wale Hai. Wah Tapic Hai – Kya Android Mobile Se Blogging kiya Ja Sakta Hai ? 

Dosto Ye Post Achchhe Se Padna Taki Aap Motivate Ho Sako. Dosto Is Post Me Main Apne Baare Me Bata Rha Hu Ki Maine Blogging Kaise Start Kiya. Jab Main Starting Me Blogging Ke Baare Me Pata Chala To Mujhe Laga Ki Blogging Ke Liye Computer Ya Fir PC , Money , etc Lagega. Par Dosto Jab Main Blogging Start kiya To Mere Pass Kewal Ek Keypad Mobile – Nokia 2690 Tha. Dosto Main Ek Keypad Mobile Se Blogging Start kiya Hu. Nokia 2690 Mobile Se Ek Blog Banaya Jiska Name Hai Mera Internet Gyan . Dosto Us Samy Mera Pass Domain Kharidne Ke Liye Paise bhi Nhi The. Aur Na Hi Blog Post Likhne Ke Liye Koi Computer Tha.
Dosto aapko Pata Hi Hoga Ki Ek Keypad Me Contant Write Karme Me Pure Din Bhar laga Jayega. Fir Bhi Dosto Main Key Pad Mobile Se Ki 2 3 Din Me Ek Post Hi Likh Pata Tha. aur Mera Nokia 2690 Ka Mobile Bahut Hi Hit Ho Jata Tha.
Fir Dosto Mujhe Lagne Laga Ki Bina Computer Ke Blogging Karna Mushkil Hai. Fir Main Apne Chacha Ke Ghar Jake Uske Computer Se Blogging Karne Laga. Fir Dosto Dheere Dheere Mere Blo0g Se Earning Bhi Hone Laga Aur Usse Main Ek Domain Name Buy Kiya Aur Ek Second Had Android Mobile 2 G Liya Max ka Jisa Ram Bahut hi Kam Tha Aur Uska Storage 200 MB Ka Tha Mtlb Wo Mobile Bahut Hi Purana Model Ka Tha Dosto Mujhe Internbet Chalata Tha Isliye Wo Mobile Ko Liya.
Fir Dosto  jaise Jaise Blogging Se Earning Hote Gya To Maine Ek Sytem Aur Laptap Kharida. Aur Sath Me Ek Blutooth Keybord Muse Bhi.
Dosto Mera Sath Ek Din Aisa Hua Ki Mera Laptop Aur System Dono Kharab Ho Gye aur Wo Aaj Hi 01/06/2020 Ko To Mujhe bahut Hi Gussa Laga.
Fir Dosto Mera Dimak Me Ek Idea Aaya Ki Mere Pass System Nhi Hai To Kyo Na Apne Android Mobile Me Blog Post Likh De Dekhu. 
Dosto abhi Mera Pass Jo Mobile Hai Wo Samsang A30s Hai.  Fir Main Mobile Se hi 15 Min Tak Typing Kiya Fir Mere Dimak Me Ek Idea Aaya Ki Mera Pass Ek Blutooth Keyboard aur Mouse Hai. Mere Dimak Me Ye Chal Rha Tha Ki Kya Mera Android Mobile Me Keyboare Aur Mouse Work Karega Ki Nhi ? Fir Dosto Maine OTG Ke Madad Se Blutooth Device Ko Mobile Me Laga To Blutooth Device Work Karna Laga aur To Aur Dosto Keyboard aur Mouse Bhi Mere android Mobilse Se Connect Ho Gya. Tabhi Dosto Mera Dimak Me Khyal Aaya Ki Kyo Na Iske Baare Me Main Aap[Ke Sath Share Karu. To Chaliye Dosto Jaante Hai  Ki Androd Mobile Me Maisne Keyboard Aur Mosue Ko Kaise Connect Kiya 

Android Mobilse Se Blogging Kaise kare ?

Dosto Yadi Aapke Pass android Mobile Hai To Aap Bahut Hi Aasani Se Android Mobilse Se Blogging Kar Sakte Hai. Android Mobile Me Post Bhi Utne Fast Likh Sakte Hai Jitne Fast Aap Apne Computer me Typping Karte Hai.
Dosto Aap Apne Mobile Me Bahut Aasani Se Ek Blog Bana Lene domain Name Bhi Buy Kar Lenge Lekin Jab Aap Aati Hai Hai Blogger Me Post Wirte Karne Ka To Iske Liye Aako Kuch Extra Dimak Lagana Hoga.
Dosto Yadi Aapke Mobile Me OTG Work Karta Hai To Aap Ek Blutooth Keyboar Aur Moust Buy Kar Le Fir Usko Aap apne Mobile Me Laga Le.
Note – Blutooth Key Board Mouse Buy Karne Se Pahle Aap shop Me apne Mobile Me Connect Karke Jaur Dekhe Ki Kya Real Me Work Kar Rha Hai Ki Nhi Dosto Yadi Aapke Mobile Me Keyboard Work Kar Rha Hoga To Buy Kar.
Fir Dosto Us Keyboard Ke Madad Se Aap Bahut Hi Aasani Se Apne Mobile Me Blog Post Write Kar Sakte Hai Wo Bhi Bahut Hi Speed Se.
Dosto Mujhe Aaj Ye Post Likhne Me Bahut Maja Aa Rha Hai Kyoki Dosto Ye Post Ko Main Apne android Mobilse Se Likh Rha Hu Isme Maine Keyboare Lagaya Hai. Dosto Maine Aapko Bataa Bhi Hu Ki Mera Laptop Khaab Ho Gya aur Lackdown Ke Wajah Se use Repairing Nhi Kara Pa Rha Hu.
To Dosto Yadi Aap Bhi Blogging Karna Chahte Hai Aur Aapke Pass Computer Ya Laptop Nhi Hai to Aap Only Mobile Se Hi Bloggin Kar Sakte hai Iske Liye aapko Ek Blutooth Keyboare Buy Karna Padge Jo Aapko 500 – 1500 TAK bAHUT kI Aasanbi se Mil Jayga.
Dosto jab Aab Keyboard Buy Krenge To Blutooth Wala Hi Buy Kre Taki Aapko Mobile me Connect Karne Me Dikat nhi Hoga.
To Dosto Yadi Aap bhi Android Mobile Se Blogging Karna Chahte Hai To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur kare. Dosto Hame Blogging Se Relted Is Blog Me Baut Saare Jaankari Di Hai Aap Use Read jarur Kre. Dosto Yadi Aapko Blogging Se Relted Koi Bhi Sawal Puchche Ho To Hame Niche Comment box Me Commenbt Jarur Kare. Dosto Hamare Ye Post aapko Achchhe Lage To apne Dosto Ko Shre jarur kre. Sath Hi Dosto Hamre Facebook Page aur Youtube Channel Ko Subsribe jarur Kare.

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

5 thoughts on “Android Mobile Se Blogging Kaise Kare ? No PC No Loptop”

Leave a Comment

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai