Android Mobile Me DigiPay Install / Register Kaise Kare


Hello VLE Bhaiyo ! Dosto Ham Yadi Aap Ek VLE Hai To Aap DigiPay To Jarur Chalate Honge. Dosto Jaise Ki Aapko Pata Hi Hai CSC Ne Pahle Kewal Computer Ke Liye Hi DigiPay Banaye The Lekin Ab CSC Ne Android Mobile  Ke Liye Bhi Android App Banaye Hai. Dosto CSC Ne Isse Pahle Ek Aur Digipay Ka

DigiPay Android Mobile Ke Liye Kyo Banaye Gaye ?

Android Version Banaye  The. Lekin Wo App Bahut Hi Kam Mobile Me Chal Pata Tha . Dosto Ye Baat Aapko Pata Hona Chahiye Ki Aankhir CSC Ne Android Version Ka App Kyo Banaye To Chaliye Isska Jawab Aapko Bata Dete Hai. Dosto Iska Reason Kai Karn Hai.

01. Har VLE Ke Pass Laptop Nahi Hai. To Wo DigiPay Ka Use Nahi Kar Pate The. Jisse Karan VLE Apne Gram Le Logo Aur Pension Dhariyo Ka Paise Nahi Nikal Pate The.

02.System Ko Ek Jagh Se Dusre Jagh Par Le Jane Me Prablem Hone Ke Karan. Dosto Yadi Ham Apne System Ko Ek Jagh Se Dusre Jagh Le Jaayenge To Hame Apne System Ko Baar-Baar Start Aur Shuting Down Karna Hoga. Jisse System Damage Ho Sakta Hai.

03. Dosto Android App Hone Se Ham Pension Dhariyo Ke Ghar-Ghar Jaake Paise Ko De Sakte Hai.

To Dosto Is Tarh Se Aapko Kai Karna Milenge .
To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki DigiPay Ko Mobile Me Install Kaise Kart Hai.

You Also Read

01.CSC Se Kisi Bhi Insurance Ka Premium Renew Kaise Kare ?

02.Digital Sewa Portal Se Mobile Recharge Kaise Kare ?

03.UTI Se Pan Card Kaise Banaye ?

04.Digipay 3.0 Installation Full Process

05.Ek Success VLE Kaise Bane ?

DigiPay Ko Android Mobile Me Intall  Kaise Kare

Dosto Ham Aapko DigiPay Ko Install Karna Wa Register Karna Sikhayenge.
Dosto DigiPay Install Karne Ke Liye Aapke Pass 2 Application Hona Chahiye. Aur Apke Mobile OTG Supported Hona Chahiye.

01.Digipay Android App

02. Morpho SCL RD Service

Ye Dosto Android Application Apke Mobile Me Rahega Tahi Digipay Chal Payega  Dosto In Dono App Ko Download Kar Lo Download Karne Liye Liye Use Click Kro.

Ye Bhi Padhe 

01. Online Paise Kaise Kamaye Part Time And Full Time

02. Google Official App TEJ UPI Se Har Year 90000 Rupye Kaise Kamaye ?

03. PhonPe Se 500 Rupye Turant Kaise Kamaye ?

04. Waff Reward Se Doller $ Ka Kamaye ?

05.YouTube Paise Kaise Kamaye ?

Dosto Ye Dono App Ko Download Karne Ke Baad Aap Apne Morpho Device Ko Mobile Me Lagaiye. Aur Niche Diye Gaye Step Ko Follow Kijiye.

Step 01.Sabse Pahle DigiPay Ko Open Kare. (Morpho Ko laga Le Mobile Me Nahi To Aap Regiter Nahi Kar Paaoge)

Step 02.Apko Is Tarh Dikhai Dega Jisme Aapko


01. Isme CSC Id Daale.

02.Isme Apna Ahaar Card Number Daale.

03.Ispe Mark Laga De.

04.Process Par Click Kar De.

Step 03. Fir Apko Is Tarh Dikhega

Jisme Apke Regiter Mobile Me OTP Aayega. Iske Baad Close Par Click Kar.


Yaha Pe OTP Daale.

Step 04. Fir Apke Samne Me Is Tarh Se Dikhega.

Jisme Apke Details Honge Jisse Aap Apne Bank Account Check Kar Le Kyoki Iski Account Me Apke Paise Aayenge.
Dosto Yadi Aap Is Bank Account Ko Change Karna Chahte To CSC Account Ka Bank Account Change Kar Sakte Hai.
Fir Scan Par Click Kar De Aur Fingerprint Scan Kare.
Congrugulation Dosto Apke Mobile Me DigiPay Intall Ho Gya.

You Also Read

01.Digital Sewa Ka Wallet Pin Reset Kaise Kare?

02. Digimail Ka ID Password Reset Kaise Kare?

03.New CSC ID Ke Liye Apply Kaise Kare ?

04.CSC Ka Bank Account Change Kaise Kare?

05.CSC Academy Me Regiter Kaise Kare ?

Dosto Ye Hamare Post Kaise Laga Comment Karke hame Jarur Bataye. Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Jarur Kare. Is Post Ko Jyada Se Jyada Share Jarur Kare,


Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

2 thoughts on “Android Mobile Me DigiPay Install / Register Kaise Kare”

  1. सर morpho फिंगरप्रिंट मशीन सेE जब scan करते है तब यह मैसेज आ रहा है coldc not connect the internet cinconnect जिससे digipay rageister nhi ho paa rha he

    Reply

Leave a Comment

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai