Dosto Trick Batane Se Pahle Main Main Aapko Kuch Baatein Batana Chahta Hu. Dosto Ham VLE Hai VLE Ko Computer/ Laptop Ya Mobile Me Bahut Jyada Work Karna Padhta Hai. Jyadatar Ham VLE Ko Charging Me Prablem Aata Hai. Jab Ham Mobile Me Aise Work Karte Rahte Hai Jisme Hamare Android Mobile Ko Charging Karne Ke Liye Hame Work Ko Rokna Padhta Hai. Jisse Hamara Time Bahut Hi Waste Hota Hai.
You Also Read
01.Google Oficial TEZ App से 9000 रूपये कैसे कमाए ?
02. PhonePe से 500 रूपये तुरंत कैसे कमाए ?
03.Talk Fever क्या है इससे पैसे कैसे कमाए ?
04.Google Play Console Payment कैसे करे किसी भी Bank ATM से
05.OneAd से 250000 रूपये कैसे कमाए ?
Dosto Jab Ham Sabhi VLE Ka Meeting Ho Raha Tha Balodabazar Me Ek VLE Jiska Naam Pawan Verma Tha Wo Bole Ki Jab Ham Apne Mobile Me Morpho Lagakar Lambe Samy Tak Work Karte Hai. Jisse Hamara Android Mobile Ka Charging Low Ho Jaata Hai. To Hame Android Mobile Me Charging Karne Ke Liye OTG + Morpho Ko Nikalna Padhta Hai. Pawan Verma Ji Bole Ki Koi Aisa Device Ya USB Hum Bataye Jisse Ham OTG Aur Charging Ek Sath Kar Sakte.Waha Pe Aur Bahut Saare Log The Lekin Koi Bhi Aisa Device Ya Cable Ke Baare Me Nahi Bata Saka. Yaha Tak Ka Main Bhi. Mujhe Ye Pata Tha Ki Is Tarh Ka Device Ya USB Hub To Jarur Bana Hoga Lekin Uska Naam Mujhe Nahi Pata Tha Isliye Maine Kuch Nahi Kaha.
Dosto Ab Aaap Sab Log Ye To Jarur Samjh Gye Honge Ki Ye Trick Aapke Kitne Kaam Ka Hai. To Dosto Maine Ek Aise USB Hub Ke Baare Me Pata Laga Liye Hai Jiske Madad Se App Apne Mobile Me Ek Saath Morpho Ka Use Aur Charging Kar Sakenge.
Jiska Naam Hai:- “Mobile Gear Micro USB Type-C OTG Hub”
OTG Hub Ke Use Karne Ke Fayde
Dosto Yadi Aap Is Product Ko Buy Karna Chahte Hai To Niche Diye Gaye Link Se Jaakar Buy Kar Sakte Hai.
Micro USB Hum Buy Amazon |
Ye Bhi Padhe
01. Mobile Se Bank Account Ka Bailance Check Kaise Kare ?
02.Android Mobile Me Charging Aur OTG Ek Sath Use Kaise kare ?
03. YouTube Ka Video Ko Download Kaise Kare ?
04.Android Game K Ye Game Jo Kisi Ko Bhi Pata Nahi Hai ?
05. WhatsApp Account Kaise Banaye ?
Leave a Reply