Android Development Ke Liye Kya-Kya Jaruri Hai ?

Join WhatsApp

Join Now

Join Telegram

Join Now

how to make android apps

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai. Dosto Is Post Me Ham Aapko Batayenge Ki Ham Android Application Kaise Banana Sikh Sakte Hai.

Dosto Yadi Aapne Android App Banana Chahte Hai To Aap Aise Bahut Se Online Site Se Banane Ki Koshik Jarur Ki Hogi Jisme Aap Application Ko Paid Karna Padhta Hai. Ya Fir Hamare Anusar Android Application Thik Se Nahi Ban Pata Hai.

Dosto Is Online Make Android Applications Site Me  Ham Jo Chahte Hai Uske Anusar App Nahi Ban Paate Hai. Dosto Aur Apne Internet Me Bhi Search Kiye Honge Ki Real Me Android Application Kaise Bante Hai Par Aapko Koi Bhi Nahi Bataye Honge.Sab Fake Jaankari ya Fir Online Maked Ke Baare Me Bataye Honge. Main Ye Nahi Kah Raha Hu Ki bakiyo Ki Jaarkari Galt Hai.

Dosto Yadi Aap Real Me Android Development Karna Chahte Ho To Aapko Basic Jaankari Ki Jarurat Hogi. To Chaliye Dosto Jante ki Hame Kya – Kya Sikhna Chahiye.

Android Development Ke Liye Basic Knowledge 

Dosto Android Devloping Koi Normal Work Nahi Hai. Isme Aapko Bahut Mehnat Karna Padhta Hai. Aur Sikhne Me Bhi Time Dena Padhta hai. Aur Aapko internet ,Coding , Graphics etc Ke Baare Me Jaankari Hona Jaruri Hai.

Dosto Android App Kaise Banate Hai Iske Baare Me Real Jaankari Aapko Bahut Kab Blog Me Milega. 
Dosto Andorid App Development Karna Bahut Hard Work Hai Hard Work Isliye Hai Ki Aap First Baar Development Kar Rahe Honge To.
 Dosto Niche Diye Gaye Tips Ke Anusar Aap Development Karna Sikh Sakte Ho.

  • Dosto Sabse Basic Knowledge Hai Aapko Computer Ke Baare Me All Basic Jankari Shikhna Hoga.
  • Fir Aapko Internet Ki Puri Knowlege Lena Hoga.
  • Uske Baad Aapko Graphics Design Karna Sikhna Hoga CroreDra , Photoshop, Paist Etc Ke Maddt Se.
  • Fir Aapko  Blogging , Hosting , CPC , Google Adwords DATA Base Etc Ke Baare Me Puri Jaankari Leni Hogi.
  • Fir Dosto Aapka jo Main Work Hai WO hai Codding Work Ye Bahut Hi Hard Hai Jab Tak Aapko Koi Iske Baare Me Thik Se Samjhayega Nahi aap Samjh Me Nahi Payenge. Dosto

01. HTML
02.CSS
03.Java Script
04.jQueryajax
05.cPannle
06.Codelgniter Framework

Ye 6 Knowlege Aapke Pass Honi Chahiye. Tabhi Aap Develop Kar Paayenge.

Dosto Main Ye Baar Baar Kahta hu Ki Aap Khud Se SIkhenge To Aapko Bahut Time Lag  Jaayega Isliye Dosto Aap Ye Course Karke Bhi Sikh Sakte hai. Jisse Aapko Time Bhi Bachega.

Android App Kis App Me Banta Hai ?

Dosto Android App Bahut Se Software Ke Madat Se Bana Sakte hai Par Andoid Studio Sabse Best Hai Aap Is Sortwar Ko Apne Computer Me Download Karke Sikh Sakte hai.

To Dosto Ye Mera Post apko Kaise Laga Hame Comment karke Jarur Batyae Aur Apne Dosto , Facebook Me Share Jarur Kare.

 
Sharing Is Caring:

Mera Internet Gyan - "ऐसा ज्ञान जो सबके काम आए!" यह एक ऑल-इन-वन प्लेटफॉर्म है, जो मोबाइल, एंड्रॉइड, CSC (कॉमन सर्विस सेंटर), SEO, ब्लॉगिंग, गूगल एडसेंस, गूगल एनालिटिक्स, गूगल अवार्ड्स, और कंप्यूटर सॉफ्टवेयर से जुड़ी हर जरूरी जानकारी प्रदान करता है।

Leave a Comment