AEPS Wallet Bank Setelment Prablem/Relipay/RNFI

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Relipay Ke Baare Me Jaankari Denge. Dosto Yadi Aap Bhi Relipay Ka Retailer Ya Fir Distributer Ho To aapko Ye Jankari Jaanna Bahut Hi Jaruri Hai Dosto is Post Me Ham Baat Karne wale Hai Ki Jo Retailer Id Me AEPS Balance Hote Hai Wo Bank Account Me Tranfer nhi Ho Pata Hai Yani Ki Setelment Nhi Ho Pata Hai Aur Na Hi DMT, To To Iska Commple Solution Aapko Ham Batayege.

AEPS Wallet Bank Setelment Problem/Relipay/RNFI Solution

Dosto Yadi Aapko AEPS Balane DMT Nhi Ho Rha hai Aapke AC Me To Bas Aapko Apne Relipay Me Registerd Email Id Se Ek Mail Send karna Hoga. Uske Baad Aapke Retailer Id me DMT Aur Setelment Hone Lagega.
to Chaliye Dosto jaante Hai Ham Ki Hame Kya Kya Details Send Karna padega Aur Kis Email Par Send kana padega.

Dear, sir/mam
I need to add my settlement bank , thus I can settle my wallet amount.
My shop name –
Retailer id –
Registered mob –
Registered Gmail –
Account holder name –
Account no –
Ifsc –
Account type –
Bank name –
Barnch –

 

Dosto Is Box me Jo Bhi Likha Hai waise Hi Gmail Me Likhe Aur Details FillKar Aur Sah me Apna Bank Passbook ki Photo Attack karke Nihe Diye Gye Email par Send kar De.
 harsheen.kaur@rnfiservices.com
Fir Dosto Kuch Time ke Baad Aapke Relipay Me AEPS ka Paise Apne Bank Me Move hone Lagega.,
To Dosto Kaise laga ye hamare Post hame Niche Comment Karke Jarur Bataye. Dosto yadi Aap bhi Retailer Ya Fir Distributer banana Chahte hai To Hame Whatsapp jarur kare. Dosto yadi Aapko Relipay Se Related Kuch Bhi Sawal Puchhni Hai To Hanme Comment Box Me Puchh Sakte hai. Dosto hamare Facebook Page ko Likhe Aur Youtube channel Ko Subscribe jarur Kare.

Leave a Comment