Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Adsense Payment Ke Baare Me Batane Wale Hai. Dosto Yadi Aap Ek Blogger Ya Fir Youtuber Ho Aur Aapko Bhi Adsense Se Payment Milta Hai To Ye Post Aapke Liye Important Ho Sakta Hai.
Ye Bhi Padhe.
01. Google Verifycation Code Kya Hai ?
02.Ads.txt File Adsense | How To Fix Ads.txt In WordPress or Blogger | Earning At Risk Adsense
03.Google AdSense Ka 1st Payment Kab Aur Kaise Milta Hai
04.Adsense Account Me Apna Bank Account Kaise Add Kare
05.Blogger के सभी Post में Adsense Ads कैसे लगाये How to apply Adsense Ads in all Blogger posts
Dosto Is Adsense Se Payment Tab Milta Hai Jab Aapko Adsense Account Me 100$ Ho Jata Hai.
Aur Aapko Bank Aaccount Me Paise Tab Aata Hai jab Aap Bank Me Jake Disposal From Fill Karke Bank Me jama Karte Hai.
Dosto Har Blogger Ham Baar Bank Nhi Ja Sakta hai. Kyoki Dosto Yadi Maan Lo Aapka Bank Branch Kahi Aur State Me Hai Aur Aap Koi Job Ya Fir Kisi Aur Kaam Se Dusre State Me Rah Rhe Hai To Aap Waha Se ham Mahine Bank Me To Visit Nhi Kar Sakte Hai Na.
Dosto Mera Jab Payment Aata Tha To Main Bhi Har Month Bank Me Jake Visit Karta Tha. Fir Dosto Bank Ke Tarf Se Mujhe EK Email Aaya Jisse Mujhe Pata Chala Ki Ab Hame Har Baar Bank Jana Nhi Padega.
No Visit Bank Direct Recive Adsense Payment Your Bank Account
Dosto Mera Jo Adsense Payment Hai Wo Axis Bank Me Aata Hai. Aur Aap Ko Ka Kis Bank Me Aata Hai Wo To Mujhe Pata Nhi. To Niche Me Mujhe Kuch Is Tarh Se Email Aaya hai.
Dosto Aapko Pass Internet banking To Jarur Hoga Dosto yadi Nhi Hai To Jaldi Se Internet banking Open Kar le.
Ye Bhi Padhe.
01.Blogger Me Google AdSense Matched Content Ads Unit Kaise Lagaye
02.Blogger Me Post Aur Page Me Kya Difference Hai ? Post Aur Page Ka Use Kya Hai ?
03.Big Rock Domain/Hosting Copun Code For All Domain Types
Go digital with your inward remittances
04.Premium Blogger / WordPress Theme Free Me Download Kaise Kare
05.Blog Ke Liye Image / Logo/ Banner/Icon/ Blog Image Kaise Aur Kis App Me Banaye
Fir Dosto Aapke Netbanking Me Forecx Payment Diya Hoga Waha Par Aapko Jake Ke Payment Ko Dekh Sakte Hai Aur bank Me Visit Kiye Bina Hi Adsense Payment Ko Apne Bank Account Me Recieve kar Sakte hai.
To Dosto Ye jaankari Aako Kaise Lage hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jaruta Bataye Aur Ha Dosto Yadi Aapko Adsense Se Related Kuch Bhi Sawal Puchhni Ho To Hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Puchhe.