Hello Dosto Namaskar Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai. Dosto Yadi Aap Blogging Me Naye Hai To Ye Post Aapke Liye Bahut Hi Upyogi Sabit Ho Sakta Hai Isliye Dosto Ye Post Pura Last Tak Jarur Padhe.
To Dosto Yadi Aap Blogging Ya Youtuber Hai To Jahir Si Baat Hai Ki Aap Google Adsense Ka Use Karte Honge.
Dosto Yadi Aapka Google Adsense Me 100 $ Ho Gya Hai To Aap Usko Aapne Bank Account Me Traisfer Kaise karenge Iske Baare Me Soch Rahe Honge.
To Chaliye Dosto Ham Aapko Batayenge Ki Adsese Me Bank Account Add kaise Karte Hai.
- How To Add Bank Details In Your AdSense Account ?
- Adsense Account Me Bank Details Add kaise Karte Hai ?
- Account Number Ko Adsense Account Me Add Kaise Karte Hai ?
- How TO Change Account Details In Adsense Account ?
- |Adsense Account Me Bank Details Ko Change Kaise Kre ?
- Account Number Chanbge Kaise Kre Adsesne Me .
- Account Number Kaise Daale Hai Adsense Account Me ?
- Adsene Me Acount Number Change Kaise Karte Hai ?
- Bank Details change Kaise Karte Hai ?
- .Adsene Me Bank Account Numeber Kaise Daalte Hai ?
How To Add Bank Account In Google Adsense ?
Dosto Bank Account Ko Google Adsense Me Link Karne Ke Liye Niche Diye Gaye Step Ko Pura Padhe.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne Google Adsense Account Me Log In Ho Jaiye.
Step 02. Uske Baad Payment Par Click Kare Fir Manage Payment Methed Par Click Kare.
Step 03. Fir Aapko is Tarh Dikhai Dega
Yaha Pe Aapko Add Payment Method Par Click Karna Hoga
Step 04. Fir Aapko Yaha Pe Kuch Details Fill Up Karna Hoga
01. Benificiry Id – Isme Kuch Nahi Daalna Hai.
02.Name Of Bank Account – Isme Passbook Me Jo Name Hai Same Daale.
03. Bank Name – Apna Bank Ka Name Daale.
04.IFSC Code – Apne Bank Branch Ka IFSC Code Daale.
05. SWIFT BIC – Apne Bank Jake Manager Se Ya Kisi Bhi Accountant Se Puchkar Hi Daale.
06. Account Number
07.Intermediary bank (ask your bank) – Isko Kuch Nahi Karna Hai Jaise Hai Waise Rahne Do.
Fir Save Kar De.
To Dosto Is Tarike Se Aap Apne Bank Account Ko Google Adsense Me Add Kar Sakte Ho. Dosto Yadi Aapko Google Adsense Se Relate Kuch Bhi Sawal Puchna hai To Niche Comment Box Me Comment kare. Aur Ha Dosto Ye Post Achchhe Lage To Hame Jarur Bataye Aur Ek Share Jarur Karre.
Leave a Reply