Hello Dosto Jaise Ki Aap Sabko Pata Hi Hai. Ham Mera Internet Gyan Me New-New Technical Related Article Likhte Rahte Hai. Dosto Yadi Yadi Aapke Pass Bhi Koi New Technical Hai To Aap Hamare Blog Me Guest Post Jarur Likh Sakte Hai.
Dosto Is Post Me Aap Logo Ko Adhaar Number Bank Se Link Hua Hai Ki Nahi Is Status Kaise Pata Lagaye Iske Baare Me Bataunga. Dosto Bank Me Adhaar Link Hona Bahut Hi Jaruri Hai Yadi Aapke Bank Account Me Adhaar Link Nahi Hai To Jaldi Se Link Karwale.
Dosto Adhaar Link Statuse Cheack Karne Se Pahle Ham Aapko Batayenge Ki Bank Account Me Adhaar Link Kaise Karte Hai.
Ye Bhi Padhe.
01.Facebook Me New Group Kaise Banaye ?
02. Kisi Bhi Image Ka Size Kam Ya Jyada Kaise Kare ?
03.Computer Me Ye Setting Kare Mouse Fast Chalega.
04.Image Ko PDF File Me Convert Kaise Kare ?
05.Computer Me Kisi Bhi File Ko Hide / unhide Kaise Kare ?
How To Adhaar Link In Bank Account ?
Dosto Yadi Yadi Aapne Abhi Tak Adhaar Link Nahi Kiya Hai To Karle Is Tarike Se. Dosto Adhaar Link Karna Bahut Hi Simple Process Hai.
Dosto Adhaar Card Link Karne Ke Liye Adhaar Ka Photocopy Leker Bank Me Jama Kar De Fir Bank Se Link Kar Di Jaayega. Ya Fir Yadi Aapke Aas-Pass Koi Choice Center Hoga To Waha Ka VLE Bhi Link Kar Deta Hai Par Sabhi Bank Ka Nahi Hota Hai.
How To Bank Adhaar Link Status Check ?
Dosto Yadi Aapne Adhaar Link Karwaye Hai To Niche Diye Gye Four Tarike Se Pata Kar Sakte Hai Ki Aapa Adhaar Bank Se Link Hua Hai Ki Nahi.
01. Official Website Se.
02. Mobile SMS Se.
03. Adhaar ATM Ka Use Karke.
04.Bank Me Call Karke.
01. Official Website Se Adhaar Link Status Check Kaise Kare ?
DostoYe Bahut Hi Aasaan Tarika Hai Is Tarike Se Ham Khud Ka Aur Kisi Bhi Logo Ka Adhaar Link Status Link Kar Sakte Hai.
Iske Liye Aapko Bas Two Step Follow Karni Hogi.
Step 01. Sabse Phle Niche Diye Gye Official Website Me Jaaye.
Click Har – https://www.indusind.com
Step 02 Yaha Apna Adhaar Card Number Daale.
Adhaar Card Number Daalne Ke Baar Submit Button Par Click Kar De.
Step 03. Submit Par Click Karte Hi Aapko Is Tarh Se Dikhega
Fir Aapko Is Tarh Dikhai Dega Jisme Aapko Bank Name Likha Hoga Aur Aapne Kab Adhaar Link Ki Hai WO bhi Likha Hoga. Iska MTLB Ye Ki Aapka Adhaar Bank Se Link Ho Gya Hai.
Dosto Yadi Link Nahi Hoga To Is Tarh Se Nahi Dikhai Dega.Dusra Tarike Jaanne Ke Liye Niche Ka Tipes Padhe.
02.Mobile Ke SMS Se Jaane Adhaar Link Status
Dosto Ye Bhi Bahut Hi Aasaan Tarika. Dosto Yadi Aapne bank Me Mobile Number Diya Hai To Aapke Mobile Me Adhaar Link Ko Notification Jarur Aayega. Aap Apne Inbox Me Jake Ek Baar Jarur Check Kariye.
Ye Bhi Padhe.
01.Pradhan Mantri Ujjwala Yojna Me Gas Connection Ke Liye Apply Kaise Kare ?
02.Adhaar Card Ka Virtual Id Kaise Pata Kare ?
03.RAP Registration Kaise Kare ?
04.Google Official Tej App Se 90000 Rupees Kaise Kamaye ?
05.OneAd Se 250000/ Month Kaise Kamaye ?
03.Adhaar ATM Ka Use Karke Adhaar Link Status Check Kare
Dosto Ye Tarika Bhi Bahut Achchha Hai. Yadi Aapke Aas-Pass Choice Center Hai To Aap Waha Jake Apna Account Balance Check Karaiye Dosto Yadi Aapke Account Balance Check Hota Hai To Samjh Lena Ki Adhaar Link Ho Gya Hai Aur Yadi Account Balance Check Nahi Hoga To Samjh Lena Ki Bank Me Adhaar Link Nahi Hua Hai.
04. Bank Me Call Karke Ya Visit Karke
Dosto Ye Bhi Bahut Hi Aasan Tarika Hai. Yadi Aapne Jis Bank Me Adhaar Link Karne Ko Diya Hai Waha Helpline Number Me Call Karke Pata Laga Sakte Hai Yadi Fir Aap Sidhe Bank Me Jaake Manager Se Puch Sakte Hai Ki Mera Bank Me Adhaar Card Link Hai Ki Nahi.
To Dosto Is Tarike Se Aap Kisi Bhi Bank Ka Adhaar Link Status Check Kar Sakte Hai.Dosto In Charo Tarke Me Se Aapko Kaun Sa Tarka Best Laga Comment Me Hame Jarur Bataye. Dosto Is Tarike Ko Apne Dosto Ko Jarur Bataye Aur Share arur Kare. Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Jarur Kare.