Adhaar Card Update Kaise Kare (How To Update Aadhaar Card )

hello Dosto aaj apko mai bataunga ki Adhaar Card Update kaise karte hai. 
Yadi aap Apna Adhaar Card ko Update karwane ke liye kahi ke Adhaar Center me jaaoye to waha 50 ya 100 rupye Adhaar Card Update karne ka Charge le leta hai.



Lekin Dosto aaj mai ek aisa trick bataunga jisse aap Apna Adhaar Card khud Update kar sakte ho. 

Adhaar Card kaise update kare

sabse pahle Adhaar Card Update kare ke liye aapke pass kya – kya hona chahiye
01. Mobile jisme fast internet chalta ho ya fir Computer/laptop
02. register mobile number
03. Registered Email 

Apake pass do cheej hona bahut jaruri hai –
pahle : Apne jo mobile number adhaar card ke sath link karwaya tha wo ya fir 
dusra: email address jo aapne adhaar card ke sath link kiya tha.
 Note: yadi aapke pass linked Mobile number ya email nahi hai ya fir gum gaya hai to aap Free me adhaar card update nahi kar sakte .

Adhaar Card Kaise update kare Step By Step Follow kijiye

01. Sabse pahle aap is link par jaaye https://ssup.uidai.gov.in/web/guest/update
 is tarh se page dikhai dega isme aapko kuch jankari fil karna hai


 01.isme aap apna adhar card number daale fir Send OTP par cilck kro

  02. Ab Kuch der ke baad aapke register mobile number me One time passward aayega use entry kare aur Captch ko fill kare aur submit kare



  02. yadi aapne thik se OTP entry kiye hoge to next step aayega aur wrong entry kiye ho to nahi aayega .

03. ab submit karne ke baad aaap kya kya update karna chahte hai jaise ki mobile number, DOB, Name, Father Name, Mother Name, Photo aur apna Address to jise aap update karna chahte hai use mark lagaiye aur submit kijiye

04. iske baad aapke samne me wo sabhi aa jayenge jo aapne mark kiye hai . ab aap use thik se Update kar le mtlb ki Fill kare aur Update par click kijiye.

05. Sumit karne ke baar aapko URN ( update Raquest Number ) milega use aap note karle kyoki apke adhaar card update ho gya hai ki nahi cheack karne ke liye iska jarurt padta hai .

Adnet Adaptor 300 MBPS Mini Wireless, 2.4 GHz,WiFi Connector Wifi Dongle for PC USB LAN Card


You Also Read

01. OneAd Se 250000 Har Mahine Kaise Kama Sakte Hai ?
 



adhaar card uptade hone me 3-4 din lag jaate hai . isliye check karne ke liye URN ka jarurt hota hai .

to dosto aapko ye trick kaisa laga . yadi aapko adhar card update karne me koi prablum aa raha hai to comment jarur kare


10 thoughts on “Adhaar Card Update Kaise Kare (How To Update Aadhaar Card )”

  1. इस टिप्पणी को एक ब्लॉग व्यवस्थापक द्वारा हटा दिया गया है.

    Reply

Leave a Comment