,

000WebHost Se Free Me WordPress Ke Liye Hosting Kaise Le ? 000WebHost Par WordPress Install Kaise Kare ?

Posted by

 Free Hosting ,WordPress Free Hosting, How To Get WordPress Free Hosting ? WordPress Ke Liye Free Hosting Kaha Se Le. How To Use WordPress Free Hosting ? 000Webhost Free Hosting WordPress Install.

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Yadi Aap Ek Free Hosting Site Dhhon Rhe Hai To Aap Bilkul Sahi Jagah Par Aye Hai.Dosto Wordpres Ke Liye Top 10 Free Hosting Platfrom Hai. Jise Aap Jarur Padhe Jaha Se Aap Free Me Hosting Le Sakte Hai.  Dosto Aapko Pata Hi Hoga Ki Aapko Domain Name To Kam Price Me Mil Jata Hai, Par Web Hosting Ka Price Bahut Jyada Hi Rahta Hai. Aise Me Dosto Jo Beginner Hai. Wo WordPress Sikh Nhi Pata Hai. Aise Me Aap Free Hosting Use Kar Sakte Hai. Dosto Free Hosting Bahut Se Platform Se Mil Jayega. Aaj Ham Aapko 000WebHost Se Free WordPress Hosting Use Karna Sikhayege.

Covered Quastions : 

  1. 000WebHost All Plan Deails ?
  2.  Free Me WordPress Hosting Kaise Le?
  3. How To Get Free WordPress Hosting ?
  4. 000WebHost Par WordPress Install Kaise Kare ?
  5.  How To Install WordPress In 000WebHost Hosting ?

Feathers Details Of 000WebHost 

Dosto Yadi Aap 000WebHost Use Karna Chahte Hai To Isme Aapko Kya Kya Feathers Milega Iske Baare Me Bhi Aapko Jaan Lena Chahiye. To Chaliye Dosto Jaante hai Ki 000WebHost Me Kya Kya Milega

Dosto Aapko Pata Hi Hoga Ki Har Hosting Proveider Me 4th Type Ke Plan Hote Hai Jisme Alg Alg Plan Hote Hai. Jiske Baare Me Ham Aapko Batane Wale Hai.

  1. Free Plan
  2. Single Share Hosting
  3. Premium  Share Hosting
  4. Business Share Hosting

To Dosto Aapko 000WeHost Me Isi Tarh Ka 4th Plan Dikhai De Rha Hoga.Chaliye Is Plan Ke Baare Me Bhi Aapko Ham Explain Kar Dete Hai.

000WebHost Free Plan Hosting Details 

Dosto Yadi Aap Begginger Hai To Aapko Free Wala Hi Use Karna Chahiye, Jab Aap Expert Ho Jayenge To Aapko Paid Wala Use karna Chahiye. Waise To Wala Plan Me Jyada Kuch Nhi Milta Hai Par Beginner Ke Liye Best choice Hai.Aapko 000WebHost Free Plan Ke Baare Nice Me Diya Gya Hai.

  • 1 Website
  • 300 MB Disk Space
  • Limit Bandwidth (3GB)
  • No Email Account
  • 24/7/365 Support No

To Dosto 000WebHost Free Plan Me Ye Plan Milta Hai

000WebHost Single Share Hosting Plan Details

Dosto  Yadi Aap Expert Ho Gye Hai To Aapko Single Share Hosting Ka Use Karna Chahiye. Iske Plan Kuch IsTarSe Hoga 

  • 1 Website
  • 300 GB Space
  • Limited Bandwidth (100GB)
  • 1 Email Account
  • 24/7/365 Support – Yes
  • Free Domain – No

To Dosto Aap Jaan Hi Gye Hai Ki 000WebHost Singal Share Hosting Plan Me Kya Kya Milga Hai.

000WebHostPrimium Share Hosting Plan Details

Dosto Yadi Aapko Web Hosting Ka Achche Se Use Karna Aata Hai To Aap Primum Share Web Hosting Ka Use Kar Sakte Hai. Iska Plan Kuch Is Tarh Se Hai.

  • Unlimited Website
  • 100GB DiskSpace
  • Unlimited Bandwidth
  • Unlimited Email
  • 24/7/365 Support – Yes
  • Free Domain – Yes
  • Weekly Bauckup – Yes

To Dosto Ab Aap Jaan Hi Gye Hai Ki 000FreeHost Me Primium Share Hosting Plan Me Aapko Kya Kya Milega.

000WebHost BussinessShare Hosting Plan Details

Dosto Yadi Aapka Achche Khase Income Hota Hai To Aap Ye Plan Le Sakte Hai Isme Aap Kisi Dusro Ko Bhi Rent Me Hosting provide Kare Sakte Hai. To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki Is Plan Me Aapko Kya Kya Milega.

  • Unlimited Websiste
  • Unlimited Disk Spae
  • Unlimited Bandwidth
  • Unlimited Email
  • 24/7/365 Support -Yes
  • Free Domain
  • Daily Backup 
  • ETC

To Dosto Aap Jaan Hi Gye Hai Ki Isme Aapko Kya Kya Milega.

  000WebHost Se Free Hosting Kaise Le ?

Dosto Yadi Aap 000WebHost Se Fre Me Hoting Lena Chahte Hai To Aap Bahut Hi Aasani Se Le Sakte Hai. Iske Liye Aap Niche Diye Gye Kuch Step Ko Follow Kare.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Link Par Jaye.

Get 000WebHost Free

Step 02.Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

Yaha Pe Aapko Get Start Par Click Karna Hoga.

Step 03.FIr Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

 

Yaha Pe Aapko Plan Details Dikh Rha Hoga Isme Ham Free Wala Dikhai De Rha Hoga 1st Me Waha Pare Free Singup Kare.

Step 04. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

 

Yaha Pe Aap Fee Hosting Ke Liye Register Karna Hoga Aap Apn Email Aur New Password Daal Le. Yadi Aap Chahe To Direct Facebook Google Se Bhi Login Kar Sakte Hai.

Step 05. Ab Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga. 

Yaha Par Aapko Create New Site Par Click Karna Hoga

Step 06. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

Yaha Par Aap Apna Website Ka Name (SmallLater,No Space ) Likhe.Fir Aap New Password Daale, Fir Aap Create Par Click Kar De.

Fir Dosto AApko 000WebHost Se Free Me Hosting Mil Jayega.

 How To Install WordPress In 000WebHost ?

Dosto Yadi Aap 000WebHost Me Free WordPress Ko Install Karna Chahte Hai To Aap Bahut Hi Aasani Se Install Kar Sakte Hai. Aur Apne Liye Website Bhi Bana Sakte Hai.000WebHost Par WordPress Install karne Ke Liye Aap Niche Diye Gye Kuch Step Ko Follow Kare.

Step 01. Dosto Aapne 000WebHot Par Hosting Ke Liye Registration To Kar Liye Honge. Aap Apne Use Id Passoword Se Nice Diye Gye Link Par Jake Login Kar Le.

000webhost WordPress Install

Step 02. Ab Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

Yaha Par Aapko WordPress Dikhai De Rha Hoga Uska Niche Me Install Button Par Click Kar De.

Step 03. Ab Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

yaha Aap Aap Apna Admin User Name Aur Password Daale new Wala Fir Install Par Click Kar De.

Doto Aap Usename Aur Password Ko Yaad Karke jarur Rakhe.

Fir Dosto 000webhost Par WordPress Install Hone Me Kuch Samy Lageyga

To Dosto Aap 000webhost Par Is Tarike Se WordPress Ko Install Kar Sakte Hai.

Dosto Ye Jaankari Aapko Kaise Lga Hame Jarur Bataye. Dosto Yadi AApko Blogging Se Relatd Kisi Bhi Tarh Se Sawal Puchhni Hai To AAp Hame Niche Comment Box Me Comment Karke jarur Puchhe.

Dosto Yadi Aapne Hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Hai To Like Jarur Kare. Sath Hi Is Post Ko Share Jarue Kare.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *